Ek Mushahida, Urdu Nazam By Shahid Kaleem

Ek Mushahida is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahid Kaleem. Ek Mushahida comes under the Sad category of Urdu Nazam. You can read Ek Mushahida on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک مشاہدہ

شاہد کلیم

ادھر

اس پار پل کے

خوب صورت اور دل آویز

منظر کا فسوں

آغوش میں جس کی سکوں

میں جست بھر کر

دوڑ کر

اس لمبے پل کو پار کرتا

دیر تک رنگینیوں میں کھویا رہتا تھا

مگر اس پار

اب جاتا نہیں میں

تھک کے بیٹھ جاتا ہوں

وہ منظر

اس طرف خاموش

میں اس پار چپ چپ سا

فضا ساکت

مگر کچھ ٹوٹتے رہنے کی آہٹ بھی

شاہد کلیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Mushahida

Shahid Kaleem

udhar
us par pul ke
KHubsurat aur dil-awez
manzar ka fusun
aaghosh mein jis ki sukun
main jast bhar kar
dauD kar
us lambe pul ko par karta
der tak ranginiyon mein khoya rahta tha
magar us par
ab jata nahin main
thak ke baiTh jata hun
wo manzar
us taraf KHamosh
main is par chup chup sa
faza sakit
magar kuchh TuTte rahne ki aahaT bhi

(413) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ek Mushahida written by Shahid Kaleem at UrduPoint. Ek Mushahida is one of the masterpieces written by Shahid Kaleem. You can also find the complete poetry collection of Shahid Kaleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Kaleem' above.

Ek Mushahida is a widely read Urdu Nazam. If you like Ek Mushahida, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.