Jo Dekhta Hai Mujhe Aaine Ke Andar Se, Urdu Ghazal By Shahid Kaleem

Jo Dekhta Hai Mujhe Aaine Ke Andar Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Kaleem. Jo Dekhta Hai Mujhe Aaine Ke Andar Se comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jo Dekhta Hai Mujhe Aaine Ke Andar Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو دیکھتا ہے مجھے آئینہ کے اندر سے

شاہد کلیم

جو دیکھتا ہے مجھے آئینہ کے اندر سے

وہ کون ہے کوئی پوچھے بھی اس ستم گر سے

سکوت ٹوٹ گیا خامشی کے جنگل کا

مری صدائیں اٹھیں اس طرح مرے گھر سے

میں ایک تنکے کی صورت ہمیشہ بہتا رہا

مجھے مفر نہ ملا وقت کے سمندر سے

مرے دیار میں ماضی کی جو تھیں تصویریں

سبھوں کو توڑ دیا میں نے آج پتھر سے

تمام رات کوئی بھی نہ تھا مرے گھر میں

لپٹ کے سوئی تھی تنہائی میرے بستر سے

شاہد کلیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Dekhta Hai Mujhe Aaine Ke Andar Se

Shahid Kaleem

jo dekhta hai mujhe aaine ke andar se
wo kaun hai koi puchhe bhi us sitamgar se

sukut TuT gaya KHamushi ke jangal ka
meri sadaen uThin is tarah mere ghar se

main ek tinke ki surat hamesha bahta raha
mujhe mafar na mila waqt ke samundar se

mere dayar mein mazi ki jo thin taswiren
sabhon ko toD diya main ne aaj patthar se

tamam raat koi bhi na tha mere ghar mein
lipaT ke soi thi tanhai mere bistar se

(481) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Dekhta Hai Mujhe Aaine Ke Andar Se written by Shahid Kaleem at UrduPoint. Jo Dekhta Hai Mujhe Aaine Ke Andar Se is one of the masterpieces written by Shahid Kaleem. You can also find the complete poetry collection of Shahid Kaleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Kaleem' above.

Jo Dekhta Hai Mujhe Aaine Ke Andar Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Dekhta Hai Mujhe Aaine Ke Andar Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.