Raat Aisi Ki Kabhi Jis Ka Sawera Na Hua, Urdu Ghazal By Shahid Mahuli

Raat Aisi Ki Kabhi Jis Ka Sawera Na Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Mahuli. Raat Aisi Ki Kabhi Jis Ka Sawera Na Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raat Aisi Ki Kabhi Jis Ka Sawera Na Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات ایسی کہ کبھی جس کا سویرا نہ ہوا

شاہد ماہلی

رات ایسی کہ کبھی جس کا سویرا نہ ہوا

درد ایسا کہ کوئی جس کا مسیحا نہ ہوا

راز اک دل میں لیے پھرتے ہیں صحرا صحرا

کوئی ہم راز تو ہو شہر میں ایسا نہ ہوا

میرے احساس کی قسمت میں ہی محرومی تھی

کبھی سوچا نہ ہوا اور کبھی چاہا نہ ہوا

دل کے آئینے میں ہر عکس ہے دھندلا دھندلا

لاکھ صورت ہے مگر کوئی بھی تم سا نہ ہوا

بزم اغیار میں شاہدؔ کے اڑے تھے پرزے

کوئی چرچا نہ ہوا کوئی تماشا نہ ہوا

شاہد ماہلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat Aisi Ki Kabhi Jis Ka Sawera Na Hua

Shahid Mahuli

raat aisi ki kabhi jis ka sawera na hua
dard aisa ki koi jis ka masiha na hua

raaz ek dil mein liye phirte hain sahra sahra
koi hamraaz to ho shahr mein aisa na hua

mere ehsas ki qismat mein hi mahrumi thi
kabhi socha na hua aur kabhi chaha na hua

dil ke aaine mein har aks hai dhundla dhundla
lakh surat hai magar koi bhi tum sa na hua

bazm-e-aghyar mein 'shahid' ke uDe the purze
koi charcha na hua koi tamasha na hua

(431) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat Aisi Ki Kabhi Jis Ka Sawera Na Hua written by Shahid Mahuli at UrduPoint. Raat Aisi Ki Kabhi Jis Ka Sawera Na Hua is one of the masterpieces written by Shahid Mahuli. You can also find the complete poetry collection of Shahid Mahuli by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Mahuli' above.

Raat Aisi Ki Kabhi Jis Ka Sawera Na Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat Aisi Ki Kabhi Jis Ka Sawera Na Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.