Rag Rag Mein Meri Phail Gaya Hai Ye Kaisa Zahr, Urdu Ghazal By Shahid Mahuli

Rag Rag Mein Meri Phail Gaya Hai Ye Kaisa Zahr is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Mahuli. Rag Rag Mein Meri Phail Gaya Hai Ye Kaisa Zahr comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Rag Rag Mein Meri Phail Gaya Hai Ye Kaisa Zahr on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رگ رگ میں میری پھیل گیا ہے یہ کیسا زہر

شاہد ماہلی

رگ رگ میں میری پھیل گیا ہے یہ کیسا زہر

کیوں ڈوبنے لگا ہے دھندلکوں میں سارا شہر

مجھ کو جھنجھوڑ دیتی ہیں لمحوں کی آہٹیں

اٹھتی ہے میرے جسم میں اک بے بسی کی لہر

یہ شب مرے وجود پہ یوں ٹوٹ پڑتی ہے

جیسے کوئی بلا ہو کہ آسیب ہو کہ قہر

پھوٹا نہ مدتوں سے کوئی چشمۂ امید

سوکھی پڑی ہوئی ہے مری خواہشوں کی نہر

چہرے پہ وقت کی میں سیاہی ملا کروں

مجھ کو بھی کچھ ملا ہے مشیت سے کار دہر

شاہد ماہلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rag Rag Mein Meri Phail Gaya Hai Ye Kaisa Zahr

Shahid Mahuli

rag rag mein meri phail gaya hai ye kaisa zahr
kyun Dubne laga hai dhundlakon mein sara shahr

mujh ko jhinjhoD deti hain lamhon ki aahaTen
uThti hai mere jism mein ek bebasi ki lahr

ye shab mere wajud pe yun TuT paDti hai
jaise koi bala ho ki aaseb ho ki qahr

phuTa na muddaton se koi chashma-e-umid
sukhi paDi hui hai meri KHwahishon ki nahr

chehre pe waqt ki main siyahi mala karun
mujh ko bhi kuchh mila hai mashiyyat se kar-e-dahr

(450) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rag Rag Mein Meri Phail Gaya Hai Ye Kaisa Zahr written by Shahid Mahuli at UrduPoint. Rag Rag Mein Meri Phail Gaya Hai Ye Kaisa Zahr is one of the masterpieces written by Shahid Mahuli. You can also find the complete poetry collection of Shahid Mahuli by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Mahuli' above.

Rag Rag Mein Meri Phail Gaya Hai Ye Kaisa Zahr is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rag Rag Mein Meri Phail Gaya Hai Ye Kaisa Zahr, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.