Hath Hathon Mein Dal Ke Rakhiye, Urdu Ghazal By Shahjahan Shad

Hath Hathon Mein Dal Ke Rakhiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahjahan Shad. Hath Hathon Mein Dal Ke Rakhiye comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Hath Hathon Mein Dal Ke Rakhiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہاتھ ہاتھوں میں ڈال کے رکھئے

شاہجہاں شاد

ہاتھ ہاتھوں میں ڈال کے رکھئے

دوستوں کو سنبھال کے رکھئے

سرد موسم ہے برف باری بھی

خون تھوڑا ابال کے رکھئے

چاٹ جائے گی آپ کی عظمت

جیٹھ اپنی سنبھال کے رکھئے

آج کے دور کا نیا فیشن

سب کے پگڑی اچھال کے رکھئے

آپ کے دوستوں میں دشمن بھی

ہر قدم دیکھ بھال کے رکھئے

زندگی بھی انہیں سے ہے رونق

خواب آنکھوں میں پال کے رکھئے

آپ کا دل رہے بھلے کالا

شادؔ چہرہ اجال کے رکھئے

شاہجہاں شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hath Hathon Mein Dal Ke Rakhiye

Shahjahan Shad

hath hathon mein Dal ke rakhiye
doston ko sanbhaal ke rakhiye

sard mausam hai barf-bari bhi
KHun thoDa ubaal ke rakhiye

chaT jaegi aap ki azmat
jeTh apni sanbhaal ke rakhiye

aaj ke daur ka naya fashion
sab ke pagDi uchhaal ke rakhiye

aap ke doston mein dushman bhi
har qadam dekh-bhaal ke rakhiye

zindagi bhi unhin se hai raunaq
KHwab aankhon mein pal ke rakhiye

aap ka dil rahe bhale kala
'shad' chehra ujal ke rakhiye

(391) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hath Hathon Mein Dal Ke Rakhiye written by Shahjahan Shad at UrduPoint. Hath Hathon Mein Dal Ke Rakhiye is one of the masterpieces written by Shahjahan Shad. You can also find the complete poetry collection of Shahjahan Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahjahan Shad' above.

Hath Hathon Mein Dal Ke Rakhiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hath Hathon Mein Dal Ke Rakhiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.