Ajib KHauf Hai Jazbon Ki Be-libasi Ka, Urdu Ghazal By Shahnaz Nabi

Ajib KHauf Hai Jazbon Ki Be-libasi Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahnaz Nabi. Ajib KHauf Hai Jazbon Ki Be-libasi Ka comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ajib KHauf Hai Jazbon Ki Be-libasi Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجیب خوف ہے جذبوں کی بے لباسی کا

شہناز نبی

عجیب خوف ہے جذبوں کی بے لباسی کا

جواز پیش کروں کیا میں اس اداسی کا

یہ دکھ ضروری ہے رشتے خلا پذیر ہوئے

ادا ہوا ہے مگر قرض خود شناسی کا

نہ خواب اور نہ خوف شکست خواب رہا

سبب یہی ہے نگاہوں کی بے ہراسی کا

کوئی ہے اپنے سوا بھی مسافت شب میں

سحر جو ہو تو کھلے راز خوش قیاسی کا

وہ سیل اشک سمٹنے لگا ہے شعروں میں

جسے ملا نہ کوئی راستہ نکاسی کا

شہناز نبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajib KHauf Hai Jazbon Ki Be-libasi Ka

Shahnaz Nabi

ajib KHauf hai jazbon ki be-libasi ka
jawaz pesh karun kya main is udasi ka

ye dukh zaruri hai rishte KHala-pazir hue
ada hua hai magar qarz KHud-shanasi ka

na KHwab aur na KHauf-e-shikast-e-KHwab raha
sabab yahi hai nigahon ki be-harasi ka

koi hai apne siwa bhi masafat-e-shab mein
sahar jo ho to khule raaz KHush-qayasi ka

wo sail-e-ashk simaTne laga hai sheron mein
jise mila na koi rasta nikasi ka

(544) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajib KHauf Hai Jazbon Ki Be-libasi Ka written by Shahnaz Nabi at UrduPoint. Ajib KHauf Hai Jazbon Ki Be-libasi Ka is one of the masterpieces written by Shahnaz Nabi. You can also find the complete poetry collection of Shahnaz Nabi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnaz Nabi' above.

Ajib KHauf Hai Jazbon Ki Be-libasi Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajib KHauf Hai Jazbon Ki Be-libasi Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.