Bahut Naraaz Hun KHud Se, Urdu Nazam By Shahnaz Nabi

Bahut Naraaz Hun KHud Se is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahnaz Nabi. Bahut Naraaz Hun KHud Se comes under the Sad category of Urdu Nazam. You can read Bahut Naraaz Hun KHud Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہت ناراض ہوں خود سے

شہناز نبی

بہت ناراض ہوں خود سے

نہ جانے کتنے برسوں میں

ریاضت کر کے اس دل نے

بڑی مشکل سے سیکھا تھا

ہوا کی دستکوں پہ اپنے دروازے کو بند رکھنا

یہ شاید اک دریچے کی شرارت کا ہے خمیازہ

لویں سب جھلملا اٹھیں

کہ پھر فانوس بھی پگھلا

کہیں پر اب اندھیرے کا نہیں ہے ایک بھی ریزہ

بہت ناراض ہوں خود سے

شہناز نبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahut Naraaz Hun KHud Se

Shahnaz Nabi

bahut naraaz hun KHud se
na jaane kitne barson mein
riyazat kar ke is dil ne
baDi mushkil se sikha tha
hawa ki dastakon pe apne darwaze ko band rakhna
ye shayad ek dariche ki shararat ka hai KHamyaza
lawen sab jhilmila uTThin
ki phir fanus bhi pighla
kahin par ab andhere ka nahin hai ek bhi reza
bahut naraaz hun KHud se

(607) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahut Naraaz Hun KHud Se written by Shahnaz Nabi at UrduPoint. Bahut Naraaz Hun KHud Se is one of the masterpieces written by Shahnaz Nabi. You can also find the complete poetry collection of Shahnaz Nabi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnaz Nabi' above.

Bahut Naraaz Hun KHud Se is a widely read Urdu Nazam. If you like Bahut Naraaz Hun KHud Se, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.