Dekh Buniyaad Rab Ki Aadam Hai, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Dekh Buniyaad Rab Ki Aadam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Dekh Buniyaad Rab Ki Aadam Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Dekh Buniyaad Rab Ki Aadam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھ بنیاد رب کی آدم ہے

شیخ ظہور الدین حاتم

دیکھ بنیاد رب کی آدم ہے

جان لے گا اگر تو محرم ہے

سب صفت اوس کی دیکھ لے ان میں

کہہ تو بندہ خدا سے کیا کم ہے

ہر نفس کیوں کہیں ہیں صاحب دم

کہ جہاں بیچ عمر دو دم ہے

پاس ہے اور نظر نہیں آتا

میرے وحشی میں اس قدر رم ہے

تیرے بندے ہیں سب ولے سب میں

بندۂ کمترین حاتمؔ ہے

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekh Buniyaad Rab Ki Aadam Hai

Shaikh Zahuruddin Hatim

dekh buniyaad rab ki aadam hai
jaan lega agar tu mahram hai

sab sifat us ki dekh le un mein
kah tu banda KHuda se kya kam hai

har nafas kyun kahen hain sahib-e-dam
ki jahan bich umr-e-do-dam hai

pas hai aur nazar nahin aata
mere wahshi mein is qadar ram hai

tere bande hain sab wale sab mein
banda-e-kamtarin 'hatam' hai

(300) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekh Buniyaad Rab Ki Aadam Hai written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Dekh Buniyaad Rab Ki Aadam Hai is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Dekh Buniyaad Rab Ki Aadam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekh Buniyaad Rab Ki Aadam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.