Har Gul Us Bagh Ka Nazron Mein Dahan Hai Goya, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Har Gul Us Bagh Ka Nazron Mein Dahan Hai Goya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Har Gul Us Bagh Ka Nazron Mein Dahan Hai Goya comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Har Gul Us Bagh Ka Nazron Mein Dahan Hai Goya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر گل اس باغ کا نظروں میں دہاں ہے گویا

شیخ ظہور الدین حاتم

ہر گل اس باغ کا نظروں میں دہاں ہے گویا

صورت غنچہ جو دیکھوں تو زباں ہے گویا

تاک کی طرح سبھی مست پڑے اینڈیں ہیں

مے کدہ اب گرو بادہ کشاں ہے گویا

چشم ہے ترک نگہ نیزہ و مژگاں ترکش

زلف پر پیچ کا ہر حلقہ کماں ہے گویا

جا بھڑاتا ہے ہمیشہ مجھے خوں خواروں سے

دل بغل بیچ مرا دشمن جاں ہے گویا

حاتمؔ اب اس کی سبھی منہ کی طرف دیکھے ہیں

شیشہ مجلس میں یہاں پیر مغاں ہے گویا

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Gul Us Bagh Ka Nazron Mein Dahan Hai Goya

Shaikh Zahuruddin Hatim

har gul us bagh ka nazron mein dahan hai goya
surat-e-ghuncha jo dekhun to zaban hai goya

tak ki tarah sabhi mast paDe ainDen hain
mai-kada ab giraw-e-baada-kashan hai goya

chashm hai turk nigah neza o mizhgan tarkash
zulf-e-pur-pech ka har halqa kaman hai goya

ja bhiData hai hamesha mujhe KHun-KHwaron se
dil baghal-bich mera dushman-e-jaan hai goya

'hatim' ab us ki sabhi munh ki taraf dekhe hain
shisha majlis mein yahan pir-e-mughan hai goya

(290) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Gul Us Bagh Ka Nazron Mein Dahan Hai Goya written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Har Gul Us Bagh Ka Nazron Mein Dahan Hai Goya is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Har Gul Us Bagh Ka Nazron Mein Dahan Hai Goya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Gul Us Bagh Ka Nazron Mein Dahan Hai Goya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.