Is Zamane Mein Na Ho Kyunkar Hamara Dil Udas, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Is Zamane Mein Na Ho Kyunkar Hamara Dil Udas is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Is Zamane Mein Na Ho Kyunkar Hamara Dil Udas comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Zamane Mein Na Ho Kyunkar Hamara Dil Udas on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس زمانے میں نہ ہو کیوں کر ہمارا دل اداس

شیخ ظہور الدین حاتم

اس زمانے میں نہ ہو کیوں کر ہمارا دل اداس

دیکھ کر احوال عالم اڑتے جاتے ہیں حواس

بس رہا ہے بو سے تیری جان من ایسا دماغ

بے دماغ ہم کو رکھے ہے باغ میں پھولوں کی باس

جس طرف جاوے تو اے خورشید رو سایہ کی طرح

ہر قدم میں بھی ہوں تیرے ساتھ ساتھ اور پاس پاس

تشنگی سے چاہ کی تیری نہیں سیراب دل

ہے مثل مشہور مستسقی کی نئیں بجھتی ہے پیاس

حق سے ملنا گیروے کپڑوں اوپر موقوف نئیں

دل کے تئیں رنگو فقیری یہ ہے اور سب ہے لباس

جوں جوں تو ساغر پیے ہے غیر کی مجلس کے بیچ

توں توں اے بد مست دل میں میرے آتا ہے ہراس

کنہ ذات حق کو کیا پاوے کوئی حاتمؔ کبھو

سب کے عاجز ہیں یہاں وہم و گماں فہم و قیاس

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Zamane Mein Na Ho Kyunkar Hamara Dil Udas

Shaikh Zahuruddin Hatim

is zamane mein na ho kyunkar hamara dil udas
dekh kar ahwal-e-alam uDte jate hain hawas

bas raha hai bu se teri jaan-e-man aisa dimagh
be-dimagh hum ko rakhe hai bagh mein phulon ki bas

jis taraf jawe tu ai KHurshid-ru saye ki tarah
har qadam main bhi hun tere sath sath aur pas pas

tishnagi se chah ki teri nahin sairab dil
hai masal mashhur mustasqi ki nain bujhti hai pyas

haq se milna gerwe kapDon upar mauquf nain
dil ke tain rango faqiri ye hai aur sab hai libas

jun jun tu saghar piye hai ghair ki majlis ke bich
tun tun ai bad-mast dil mein mere aata hai hiras

kunah zat-e-haq ko kya pawe koi 'hatim' kabhu
sab ke aajiz hain yahan wahm-o-guman fahm o qayas

(375) ووٹ وصول ہوئے

You can read Is Zamane Mein Na Ho Kyunkar Hamara Dil Udas written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Is Zamane Mein Na Ho Kyunkar Hamara Dil Udas is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Is Zamane Mein Na Ho Kyunkar Hamara Dil Udas is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Zamane Mein Na Ho Kyunkar Hamara Dil Udas, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.