Kuchh Is Tarah Se Zamana Badalta Rahta Hai, Urdu Ghazal By Shaista Jamal

Kuchh Is Tarah Se Zamana Badalta Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaista Jamal. Kuchh Is Tarah Se Zamana Badalta Rahta Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Is Tarah Se Zamana Badalta Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ اس طرح سے زمانہ بدلتا رہتا ہے

شائستہ جمال

کچھ اس طرح سے زمانہ بدلتا رہتا ہے

دل و دماغ میں سناٹا چلتا رہتا ہے

بدلتے وقت کا احساس ہوشمندی ہے

ہماری عمر کا سورج بھی ڈھلتا رہتا ہے

کوئی ضروری نہیں دل ہمیشہ سخت رہے

وفا کی آنچ سے وہ بھی پگھلتا رہتا ہے

اگر ہے صاحب ایماں گناہ کرنے پر

خدا کے خوف سے اکثر دہلتا رہتا ہے

جسے تمیز ہے شائستہؔ نیک و بد کیا ہے

وہ اپنا ہاتھ ندامت سے ملتا رہتا ہے

شائستہ جمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Is Tarah Se Zamana Badalta Rahta Hai

Shaista Jamal

kuchh is tarah se zamana badalta rahta hai
dil-o-dimagh mein sannaTa chalta rahta hai

badalte waqt ka ehsas hosh-mandi hai
hamari umr ka suraj bhi Dhalta rahta hai

koi zaruri nahin dil hamesha saKHt rahe
wafa ki aanch se wo bhi pighalta rahta hai

agar hai sahab-e-iman gunah karne par
KHuda ke KHauf se aksar dahalta rahta hai

jise tamiz hai 'shaista' nek-o-bad kya hai
wo apna hath nadamat se malta rahta hai

(345) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Is Tarah Se Zamana Badalta Rahta Hai written by Shaista Jamal at UrduPoint. Kuchh Is Tarah Se Zamana Badalta Rahta Hai is one of the masterpieces written by Shaista Jamal. You can also find the complete poetry collection of Shaista Jamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaista Jamal' above.

Kuchh Is Tarah Se Zamana Badalta Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Is Tarah Se Zamana Badalta Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.