Kisi Ne Aisa Tilism-e-yaqin Nahin Dekha, Urdu Ghazal By Shakeeb Ayaz

Kisi Ne Aisa Tilism-e-yaqin Nahin Dekha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeeb Ayaz. Kisi Ne Aisa Tilism-e-yaqin Nahin Dekha comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Ne Aisa Tilism-e-yaqin Nahin Dekha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی نے ایسا طلسم یقیں نہیں دیکھا

شکیب ایاز

کسی نے ایسا طلسم یقیں نہیں دیکھا

کہ اس کے بعد اسے پھر کہیں نہیں دیکھا

یہ کس نے دشت کی تصویر آنکھ میں رکھ دی

سکوت ایسا برہنہ نشیں نہیں دیکھا

سرائے شب میں جو ٹھہرے تھے کیا ہوئے آخر

غبار راہ دم واپسیں نہیں دیکھا

ستارے ٹوٹ کے گرتے تھے جانماز پہ رات

کہ ایسا عرش نے صاحب جبیں نہیں دیکھا

بس اتنا یاد ہے مقتل سے کوئی گزرا ہے

لہو سے تر تھی مری آستیں نہیں دیکھا

شکیب ایاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ne Aisa Tilism-e-yaqin Nahin Dekha

Shakeeb Ayaz

kisi ne aisa tilism-e-yaqin nahin dekha
ki is ke ba'd use phir kahin nahin dekha

ye kis ne dasht ki taswir aankh mein rakh di
sukut aisa barahna-nashin nahin dekha

sara-e-shab mein jo Thahre the kya hue aaKHir
ghubar-e-rah dam-e-wapsin nahin dekha

sitare TuT ke girte the ja-namaz pe raat
ki aisa arsh ne sahib-jabin nahin dekha

bas itna yaad hai maqtal se koi guzra hai
lahu se tar thi meri aastin nahin dekha

(449) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Ne Aisa Tilism-e-yaqin Nahin Dekha written by Shakeeb Ayaz at UrduPoint. Kisi Ne Aisa Tilism-e-yaqin Nahin Dekha is one of the masterpieces written by Shakeeb Ayaz. You can also find the complete poetry collection of Shakeeb Ayaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeeb Ayaz' above.

Kisi Ne Aisa Tilism-e-yaqin Nahin Dekha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Ne Aisa Tilism-e-yaqin Nahin Dekha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.