ChaDha Hua Hai Jo Dariya Utarne Wala Hai, Urdu Ghazal By Shakeel Azmi

ChaDha Hua Hai Jo Dariya Utarne Wala Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Azmi. ChaDha Hua Hai Jo Dariya Utarne Wala Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ChaDha Hua Hai Jo Dariya Utarne Wala Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چڑھا ہوا ہے جو دریا اترنے والا ہے

شکیل اعظمی

چڑھا ہوا ہے جو دریا اترنے والا ہے

اب اس کہانی کا کردار مرنے والا ہے

یہ آگہی ہے کسی حادثے کے آمد کی

بدن کا سارا اثاثہ بکھرنے والا ہے

ذرا سی دیر میں زنجیر ٹوٹ جائے گی

جنون اپنی حدوں سے گزرنے والا ہے

سنا ہے شہر میں آیا ہے جادو گر کوئی

تمام شہر کو تصویر کرنے والا ہے

تمام شہر بنایا گیا ہے آئینہ

یہ آج کس کا سراپا سنورنے والا ہے

شکیلؔ ہم سے کسی کو شکایتیں ہیں بہت

چلو کوئی تو ہمیں پیار کرنے والا ہے

شکیل اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ChaDha Hua Hai Jo Dariya Utarne Wala Hai

Shakeel Azmi

chaDha hua hai jo dariya utarne wala hai
ab is kahani ka kirdar marne wala hai

ye aagahi hai kisi hadse ke aamad ki
badan ka sara asasa bikharne wala hai

zara si der mein zanjir TuT jaegi
junun apni hadon se guzarne wala hai

suna hai shahar mein aaya hai jadu-gar koi
tamam shahr ko taswir karne wala hai

tamam shahr banaya gaya hai aaina
ye aaj kis ka sarapa sanwarne wala hai

'shakil' hum se kisi ko shikayaten hain bahut
chalo koi to hamein pyar karne wala hai

(422) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ChaDha Hua Hai Jo Dariya Utarne Wala Hai written by Shakeel Azmi at UrduPoint. ChaDha Hua Hai Jo Dariya Utarne Wala Hai is one of the masterpieces written by Shakeel Azmi. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Azmi' above.

ChaDha Hua Hai Jo Dariya Utarne Wala Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like ChaDha Hua Hai Jo Dariya Utarne Wala Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.