Har GhaDi Chashm-e-KHaridar Mein Rahne Ke Liye, Urdu Ghazal By Shakeel Azmi

Har GhaDi Chashm-e-KHaridar Mein Rahne Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Azmi. Har GhaDi Chashm-e-KHaridar Mein Rahne Ke Liye comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Har GhaDi Chashm-e-KHaridar Mein Rahne Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر گھڑی چشم خریدار میں رہنے کے لیے

شکیل اعظمی

ہر گھڑی چشم خریدار میں رہنے کے لیے

کچھ ہنر چاہئے بازار میں رہنے کے لیے

میں نے دیکھا ہے جو مردوں کی طرح رہتے تھے

مسخرے بن گئے دربار میں رہنے کے لیے

ایسی مجبوری نہیں ہے کہ چلوں پیدل میں

خود کو گرماتا ہوں رفتار میں رہنے کے لیے

اب تو بدنامی سے شہرت کا وہ رشتہ ہے کہ لوگ

ننگے ہو جاتے ہیں اخبار میں رہنے کے لیے

شکیل اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har GhaDi Chashm-e-KHaridar Mein Rahne Ke Liye

Shakeel Azmi

har ghaDi chashm-e-KHaridar mein rahne ke liye
kuchh hunar chahiye bazar mein rahne ke liye

main ne dekha hai jo mardon ki tarah rahte the
masKHare ban gae darbar mein rahne ke liye

aisi majburi nahin hai ki chalun paidal main
KHud ko garmata hun raftar mein rahne ke liye

ab to badnami se shohrat ka wo rishta hai ki log
nange ho jate hain aKHbar mein rahne ke liye

(653) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har GhaDi Chashm-e-KHaridar Mein Rahne Ke Liye written by Shakeel Azmi at UrduPoint. Har GhaDi Chashm-e-KHaridar Mein Rahne Ke Liye is one of the masterpieces written by Shakeel Azmi. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Azmi' above.

Har GhaDi Chashm-e-KHaridar Mein Rahne Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har GhaDi Chashm-e-KHaridar Mein Rahne Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.