Abhi Us Tak Kahan Pahuncha Samundar, Urdu Ghazal By Shama Zafar Mehdi

Abhi Us Tak Kahan Pahuncha Samundar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shama Zafar Mehdi. Abhi Us Tak Kahan Pahuncha Samundar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Abhi Us Tak Kahan Pahuncha Samundar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ابھی اس تک کہاں پہنچا سمندر

شمع ظفر مہدی

ابھی اس تک کہاں پہنچا سمندر

وہ اپنی ذات میں ایسا سمندر

زمیں اوڑھے ہے میری سبز چادر

مرے آنچل میں ہے نیلا سمندر

مجھے بادل کی محمل میں بٹھا کے

تمہارے شہر تک لایا سمندر

مرا پیرایۂ اظہار دیکھیں

میں ہوں مٹی ہوا شعلہ سمندر

مجھے محدود ذہنوں سے شکایت

بہت اچھا لگا پھیلا سمندر

محبت کی جہاں برسی ہے شبنم

دلوں کے ہو گئے صحرا سمندر

مجھے کیا تجربہ کم پانیوں کا

کہ میرا شوق ہے گہرا سمندر

سمجھ لیتا ہے یہ سب دل کی باتیں

پرانے دوستوں جیسا سمندر

شمع ظفر مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Abhi Us Tak Kahan Pahuncha Samundar

Shama Zafar Mehdi

abhi us tak kahan pahuncha samundar
wo apni zat mein aisa samundar

zamin oDhe hai meri sabz chadar
mere aanchal mein hai nila samundar

mujhe baadal ki mahmil mein biTha ke
tumhaare shahr tak laya samundar

mera pairaya-e-izhaar dekhen
main hun miTTi hawa shoala samundar

mujhe mahdud zehnon se shikayat
bahut achchha laga phaila samundar

mohabbat ki jahan barsi hai shabnam
dilon ke ho gae sahra samundar

mujhe kya tajraba kam paniyon ka
ki mera shauq hai gahra samundar

samajh leta hai ye sab dil ki baaten
purane doston jaisa samundar

(570) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Abhi Us Tak Kahan Pahuncha Samundar written by Shama Zafar Mehdi at UrduPoint. Abhi Us Tak Kahan Pahuncha Samundar is one of the masterpieces written by Shama Zafar Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Shama Zafar Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shama Zafar Mehdi' above.

Abhi Us Tak Kahan Pahuncha Samundar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Abhi Us Tak Kahan Pahuncha Samundar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.