Aaj Meri Shab-e-furqat Ki Sahar Aai Hai, Urdu Ghazal By Shamim Jaipuri

Aaj Meri Shab-e-furqat Ki Sahar Aai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Jaipuri. Aaj Meri Shab-e-furqat Ki Sahar Aai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Meri Shab-e-furqat Ki Sahar Aai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج میری شب فرقت کی سحر آئی ہے

شمیم جے پوری

آج میری شب فرقت کی سحر آئی ہے

مدتوں بعد تری راہ گزر آئی ہے

دیکھ تو لیجے مرے خون تمنا کی بہار

جس کی سرخی مری آنکھوں میں اتر آئی ہے

تو نے تو ترک محبت کی قسم کھائی تھی

کیوں تری آنکھ مجھے دیکھ کے بھر آئی ہے

ان کے پیراہن رنگیں کی مہک ہے اس میں

آج کیا باد صبا ہو کے ادھر آئی ہے

اس میں کچھ ان کی جفائیں بھی تو شامل ہیں شمیمؔ

بے وفائی کی جو تہمت مرے سر آئی ہے

شمیم جے پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Meri Shab-e-furqat Ki Sahar Aai Hai

Shamim Jaipuri

aaj meri shab-e-furqat ki sahar aai hai
muddaton baad teri rahguzar aai hai

dekh to lije mere KHun-e-tamanna ki bahaar
jis ki surKHi meri aaankhon mein utar aai hai

tu ne to tark-e-mohabbat ki qasam khai thi
kyun teri aankh mujhe dekh ke bhar aai hai

un ke pairahan-e-rangin ki mahak hai is mein
aaj kya baad-e-saba ho ke udhar aai hai

is mein kuchh un ki jafaen bhi to shamil hain 'shamim'
bewafai ki jo tohmat mere sar aai hai

(508) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Meri Shab-e-furqat Ki Sahar Aai Hai written by Shamim Jaipuri at UrduPoint. Aaj Meri Shab-e-furqat Ki Sahar Aai Hai is one of the masterpieces written by Shamim Jaipuri. You can also find the complete poetry collection of Shamim Jaipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Jaipuri' above.

Aaj Meri Shab-e-furqat Ki Sahar Aai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Meri Shab-e-furqat Ki Sahar Aai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.