Tere Ahl-e-dard Ke Roz-o-shab Isi Kashmakash Mein Guzar Gae, Urdu Ghazal By Shamim Jaipuri

Tere Ahl-e-dard Ke Roz-o-shab Isi Kashmakash Mein Guzar Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Jaipuri. Tere Ahl-e-dard Ke Roz-o-shab Isi Kashmakash Mein Guzar Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Ahl-e-dard Ke Roz-o-shab Isi Kashmakash Mein Guzar Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے اہل درد کے روز و شب اسی کشمکش میں گزر گئے

شمیم جے پوری

ترے اہل درد کے روز و شب اسی کشمکش میں گزر گئے

کبھی غم میں ڈوب کے رہ گئے کبھی ڈوبتے ہی ابھر گئے

یہ مقام عشق ہے کون سا نہ شکایتیں ہیں نہ شکریہ

جو ترے ستم پہ نثار تھے وہ ترے کرم سے بھی ڈر گئے

سر راہ دیر و حرم کہیں جو ملے بھی ہوں تو عجب نہیں

ہمیں کیا خبر تری جستجو میں کہاں کہاں سے گزر گئے

ہیں وفا کی راہ دراز میں نئی منزلیں نئے مرحلے

وہ بنیں گے کیا مرے ہم سفر جو قدم قدم پہ ٹھہر گئے

جنہیں ناخدا سے امید تھی انہیں ناخدا نے ڈبو دیا

جو الجھ کے رہ گئے موج سے وہ کبھی کے پار اتر گئے

جو کبھی شراب نشاط ہے تو ہے زہر غم کبھی جام میں

ہے یہ زندگی کوئی زندگی ابھی جی اٹھے ابھی مر گئے

وہ نگاہ کیسی نگاہ تھی کہ شمیمؔ سے وہ نہ چھپ سکے

یہ ادا بھی قابل دید ہے جو ملے تو بچ کے گزر گئے

شمیم جے پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Ahl-e-dard Ke Roz-o-shab Isi Kashmakash Mein Guzar Gae

Shamim Jaipuri

tere ahl-e-dard ke roz-o-shab isi kashmakash mein guzar gae
kabhi gham mein Dub ke rah gae kabhi Dubte hi ubhar gae

ye maqam-e-ishq hai kaun sa na shikayaten hain na shukriya
jo tere sitam pe nisar the wo tere karam se bhi Dar gae

sar-e-rah dair-o-haram kahin jo mile bhi hon to ajab nahin
hamein kya KHabar teri justuju mein kahan kahan se guzar gae

hain wafa ki rah-e-daraaz mein nai manzilen nae marhale
wo banenge kya mere ham-safar jo qadam qadam pe Thahar gae

jinhen naKHuda se umid thi unhen naKHuda ne Dubo diya
jo ulajh ke rah gae mauj se wo kabhi ke par utar gae

jo kabhi sharab-e-nashat hai to hai zahr-e-gham kabhi jam mein
hai ye zindagi koi zindagi abhi ji uThe abhi mar gae

wo nigah kaisi nigah thi ki 'shamim' se wo na chhup sake
ye ada bhi qabil-e-did hai jo mile to bach ke guzar gae

(441) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Ahl-e-dard Ke Roz-o-shab Isi Kashmakash Mein Guzar Gae written by Shamim Jaipuri at UrduPoint. Tere Ahl-e-dard Ke Roz-o-shab Isi Kashmakash Mein Guzar Gae is one of the masterpieces written by Shamim Jaipuri. You can also find the complete poetry collection of Shamim Jaipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Jaipuri' above.

Tere Ahl-e-dard Ke Roz-o-shab Isi Kashmakash Mein Guzar Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Ahl-e-dard Ke Roz-o-shab Isi Kashmakash Mein Guzar Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.