Kisi Train Ke Niche Wo KaT Gaya Hota, Urdu Ghazal By Shamim Qasmi

Kisi Train Ke Niche Wo KaT Gaya Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Qasmi. Kisi Train Ke Niche Wo KaT Gaya Hota comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Train Ke Niche Wo KaT Gaya Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی ٹرین کے نیچے وہ کٹ گیا ہوتا

شمیم قاسمی

کسی ٹرین کے نیچے وہ کٹ گیا ہوتا

غبار راہ طلسمات چھٹ گیا ہوتا

چلو یہ اچھا کہ چندن بدن سے دور رہے

میں سانپ بن کے کمر سے لپٹ گیا ہوتا

کسی کے ہجر میں اتنی گھٹن سے بہتر تھا

ہوا میں صورت غبارہ پھٹ گیا ہوتا

ہوا کہ ڈھیر سی اشیا سے بھر گیا دامن

اے کاش ذرۂ نیکی بھی اٹ گیا ہوتا

زبان آتی تو اسلوب کوئی گڑھ لیتا

اسے پٹانا نہیں تھا وہ پٹ گیا ہوتا

شمیم قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Train Ke Niche Wo KaT Gaya Hota

Shamim Qasmi

kisi train ke niche wo kaT gaya hota
ghubar-e-rah-e-tilismat chhaT gaya hota

chalo ye achchha ki chandan badan se dur rahe
main sanp ban ke kamar se lipaT gaya hota

kisi ke hijr mein itni ghuTan se behtar tha
hawa mein surat-e-ghubara phaT gaya hota

hua ki Dher si ashiya se bhar gaya daman
ai kash zarra-e-neki bhi aT gaya hota

zaban aati to uslub koi gaDh leta
use paTana nahin tha wo paT gaya hota

(436) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kisi Train Ke Niche Wo KaT Gaya Hota written by Shamim Qasmi at UrduPoint. Kisi Train Ke Niche Wo KaT Gaya Hota is one of the masterpieces written by Shamim Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Shamim Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Qasmi' above.

Kisi Train Ke Niche Wo KaT Gaya Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Train Ke Niche Wo KaT Gaya Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.