Sab Se Pahle To Arz Matla Hai, Urdu Ghazal By Shamim Qasmi

Sab Se Pahle To Arz Matla Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Qasmi. Sab Se Pahle To Arz Matla Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sab Se Pahle To Arz Matla Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سب سے پہلے تو عرض مطلع ہے

شمیم قاسمی

سب سے پہلے تو عرض مطلع ہے

یوں سمجھئے کہ اس کا جلوہ ہے

آئینہ جھوٹ بولنے کے لیے

سو بہانے تلاش کرتا ہے

زندہ رکھے گی شاعری مجھ کو

کون کہتا ہے اس میں گھاٹا ہے

دل شاعر بھی ہے پھسڈی ہی

حسن کے پیچھے پیچھے رہتا ہے

سچ زمینی کہ آسمانی ہو

وہ بدن زندہ استعارہ ہے

کوئی اچھا سا شعر ہو جائے

پھر تو برسوں خموش رہنا ہے

اپنے بارے میں سوچنے کے لیے

دور سے چاند کا اشارہ ہے

چھو کے ملبوس یار ہے گزری

موڈ بگڑا ہوا صبا کا ہے

شمیم قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sab Se Pahle To Arz Matla Hai

Shamim Qasmi

sab se pahle to arz matla hai
yun samajhiye ki us ka jalwa hai

aaina jhuT bolne ke liye
sau bahane talash karta hai

zinda rakkhegi shaeri mujh ko
kaun kahta hai is mein ghaTa hai

dil-e-shair bhi hai phisaDDi hi
husn ke pichhe pichhe rahta hai

sach zamini ki aasmani ho
wo badan zinda istiara hai

koi achchha sa sher ho jae
phir to barson KHamosh rahna hai

apne bare mein sochne ke liye
dur se chand ka ishaara hai

chhu ke malbus-e-yar hai guzri
mood bigDa hua saba ka hai

(427) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sab Se Pahle To Arz Matla Hai written by Shamim Qasmi at UrduPoint. Sab Se Pahle To Arz Matla Hai is one of the masterpieces written by Shamim Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Shamim Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Qasmi' above.

Sab Se Pahle To Arz Matla Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sab Se Pahle To Arz Matla Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.