Sarabon Ka Safar, Urdu Nazam By Shamim Qasmi

Sarabon Ka Safar is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shamim Qasmi. Sarabon Ka Safar comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Nazam. You can read Sarabon Ka Safar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سرابوں کا سفر

شمیم قاسمی

دشت امکان میں جاری ہے

سرابوں کا سفر

ایک صحرائے جنوں

حد نظر ہے حائل

شاخ زیتون پہ

آواز کا پنچھی گھائل

دور پازیب کی چھم چھم ہے

چمکتی شے ہے

رہگزر کوئی نہیں

دھند کے منظر کے سوا

اک تری یادوں کے سوا

ہر طرف ریت کے اٹھے ہیں بگولے

حاتم

نقش پا کوئی نہیں

خون کے قطروں کے سو

اک صدی بیت گئی

ایک زمانہ گزرا

اب یقیں کیسے ہو

ہونٹ تشنہ ہیں مرے

خشک گلہ ہے اب بھی

ہر طرف کرب و بلا ہے اب بھی

دشت امکان میں جاری ہے

سرابوں کا سفر

شمیم قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sarabon Ka Safar

Shamim Qasmi

dasht-e-imkan mein jari hai
sarabon ka safar
ek sahra-e-junun
hadd-e-nazar hai hail
shaKH-e-zaitun pe
aawaz ka panchhi ghayal

daur-e-pazeb ki chham chham hai
chamakti shai hai
rah-guzar koi nahin
dhund ke manzar ke siwa
ek teri yaadon ke siwa
har taraf ret ke uTThe hain bagule
hatim
naqsh-e-pa koi nahin
KHun ke qatron ke so

ek sadi bit gai
ek zamana guzra
ab yaqin kaise ho
honT tishna hain mere
KHushk gila hai ab bhi
har taraf karb-o-bala hai ab bhi
dasht-e-imkan mein jari hai
sarabon ka safar

(396) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sarabon Ka Safar written by Shamim Qasmi at UrduPoint. Sarabon Ka Safar is one of the masterpieces written by Shamim Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Shamim Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Qasmi' above.

Sarabon Ka Safar is a widely read Urdu Nazam. If you like Sarabon Ka Safar, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.