KhoTa Sikka Ek Din Chal Bhi Sakta Hai, Urdu Ghazal By Shamim Qasmi

KhoTa Sikka Ek Din Chal Bhi Sakta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Qasmi. KhoTa Sikka Ek Din Chal Bhi Sakta Hai comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read KhoTa Sikka Ek Din Chal Bhi Sakta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کھوٹا سکہ اک دن چل بھی سکتا ہے

شمیم قاسمی

کھوٹا سکہ اک دن چل بھی سکتا ہے

راوی کا انداز بدل بھی سکتا ہے

دو پل کا ہے ساتھ مگر تنہائی میں

اندیشہ رسوائی کا پل بھی سکتا ہے

ماچس کی اک تیلی جیسی آنکھوں سے

حد نظر کا منظر جل بھی سکتا ہے

دنیا اس کی مجبوری میں شامل ہے

زیر زمیں وہ رہ کر پھل بھی سکتا ہے

نیکی کا دریا سے گہرا رشتہ ہے

شعلوں سے وہ بچ کے نکل بھی سکتا ہے

اس کی چاہت میں لازم ہے شدت بھی

وہ بشری پیکر میں ڈھل بھی سکتا ہے

شمیم قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KhoTa Sikka Ek Din Chal Bhi Sakta Hai

Shamim Qasmi

khoTa sikka ek din chal bhi sakta hai
rawi ka andaz badal bhi sakta hai

do pal ka hai sath magar tanhai mein
andesha ruswai ka pal bhi sakta hai

machis ki ek tili jaisi aankhon se
hadd-e-nazar ka manzar jal bhi sakta hai

duniya us ki majburi mein shamil hai
zer-e-zamin wo rah kar phal bhi sakta hai

neki ka dariya se gahra rishta hai
shoalon se wo bach ke nikal bhi sakta hai

us ki chahat mein lazim hai shiddat bhi
wo bashari paikar mein Dhal bhi sakta hai

(426) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KhoTa Sikka Ek Din Chal Bhi Sakta Hai written by Shamim Qasmi at UrduPoint. KhoTa Sikka Ek Din Chal Bhi Sakta Hai is one of the masterpieces written by Shamim Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Shamim Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Qasmi' above.

KhoTa Sikka Ek Din Chal Bhi Sakta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KhoTa Sikka Ek Din Chal Bhi Sakta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.