Mausamon Ki SurKH Gili Dhup Mere Ghar Mein Thi, Urdu Ghazal By Shamim Yusufi

Mausamon Ki SurKH Gili Dhup Mere Ghar Mein Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Yusufi. Mausamon Ki SurKH Gili Dhup Mere Ghar Mein Thi comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mausamon Ki SurKH Gili Dhup Mere Ghar Mein Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موسموں کی سرخ گیلی دھوپ میرے گھر میں تھی

شمیم یوسفی

موسموں کی سرخ گیلی دھوپ میرے گھر میں تھی

شعلگی کے رقص میں ڈوبی فضا باہر میں تھی

میری آنکھوں سے ٹپکتا تھا کسی بوڑھے کا دل

دھوپ کی اجلی جوانی میرے ہی پیکر میں تھی

سبزہ و گل لہلہاتے تھے ہر ایک جانب مگر

رو پڑا دریا اداسی کون سے منظر میں تھی

آپ کی دیوار پر اگ آئے تھے کتنے ببول

میری پوشیدہ کہانی آپ ہی کے گھر میں تھی

رفتہ رفتہ کھنچ رہے تھے سب اسی جانب شمیمؔ

کیا نجات آدمی اب شورش محشر میں تھی

شمیم یوسفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mausamon Ki SurKH Gili Dhup Mere Ghar Mein Thi

Shamim Yusufi

mausamon ki surKH gili dhup mere ghar mein thi
shoalagi ke raqs mein Dubi faza bahar mein thi

meri aankhon se Tapakta tha kisi buDhe ka dil
dhup ki ujli jawani mere hi paikar mein thi

sabza-o-gul lahlahate the har ek jaanib magar
ro paDa dariya udasi kaun se manzar mein thi

aap ki diwar par ug aae the kitne babul
meri poshida kahani aap hi ke ghar mein thi

rafta rafta khinch rahe the sab usi jaanib 'shamim'
kya najat-e-admi ab shorish-e-mahshar mein thi

(382) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mausamon Ki SurKH Gili Dhup Mere Ghar Mein Thi written by Shamim Yusufi at UrduPoint. Mausamon Ki SurKH Gili Dhup Mere Ghar Mein Thi is one of the masterpieces written by Shamim Yusufi. You can also find the complete poetry collection of Shamim Yusufi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Yusufi' above.

Mausamon Ki SurKH Gili Dhup Mere Ghar Mein Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mausamon Ki SurKH Gili Dhup Mere Ghar Mein Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.