Apna Ghar Bhi Koi Aaseb Ka Ghar Lagta Hai, Urdu Ghazal By Shams Tabrezi

Apna Ghar Bhi Koi Aaseb Ka Ghar Lagta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shams Tabrezi. Apna Ghar Bhi Koi Aaseb Ka Ghar Lagta Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Apna Ghar Bhi Koi Aaseb Ka Ghar Lagta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنا گھر بھی کوئی آسیب کا گھر لگتا ہے

شمس تبریزی

اپنا گھر بھی کوئی آسیب کا گھر لگتا ہے

بند دروازہ جو کھل جائے تو ڈر لگتا ہے

بعد مدت کے ملاقات ہوئی ہے اس سے

فرق اتنا ہے کہ اب اہل نظر لگتا ہے

اس زمانے میں بھی کچھ لوگ ہیں فن کے استاد

کام کوئی بھی کریں دست ہنر لگتا ہے

جس نے جی چاہا اسے لوٹ کے پامال کیا

اپنا دل بھی ہمیں دلی سا نگر لگتا ہے

اپنی کچھ بات ہے احباب میں ورنہ اے شمسؔ

سب دھواں ہے وہ جہاں کوئی شجر لگتا ہے

شمس تبریزی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apna Ghar Bhi Koi Aaseb Ka Ghar Lagta Hai

Shams Tabrezi

apna ghar bhi koi aaseb ka ghar lagta hai
band darwaza jo khul jae to Dar lagta hai

baad muddat ke mulaqat hui hai us se
farq itna hai ki ab ahl-e-nazar lagta hai

is zamane mein bhi kuchh log hain fan ke ustad
kaam koi bhi karen dast-e-hunar lagta hai

jis ne ji chaha use luT ke pamal kiya
apna dil bhi hamein dilli sa nagar lagta hai

apni kuchh baat hai ahbab mein warna ai shams'
sab dhuan hai wo jahan koi shajar lagta hai

(398) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apna Ghar Bhi Koi Aaseb Ka Ghar Lagta Hai written by Shams Tabrezi at UrduPoint. Apna Ghar Bhi Koi Aaseb Ka Ghar Lagta Hai is one of the masterpieces written by Shams Tabrezi. You can also find the complete poetry collection of Shams Tabrezi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shams Tabrezi' above.

Apna Ghar Bhi Koi Aaseb Ka Ghar Lagta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apna Ghar Bhi Koi Aaseb Ka Ghar Lagta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.