Yun Ba-zahir Dekhe To Yar Sab, Urdu Ghazal By Shams Tabrezi

Yun Ba-zahir Dekhe To Yar Sab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shams Tabrezi. Yun Ba-zahir Dekhe To Yar Sab comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun Ba-zahir Dekhe To Yar Sab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں بظاہر دیکھے تو یار سب

شمس تبریزی

یوں بظاہر دیکھے تو یار سب

وقت پڑنے پر یہی بیکار سب

مصلحت ہے حق نظر انداز کر

حق کہا جس نے چڑھے وہ دار سب

ہم انا کی پوٹلی تھامے رہے

ہاتھ خالی تھے ہوئے وہ پار سب

اے خدا تو نے بنائی تھیں وہ کیا

جس کی آنکھوں سے ہوئے سرشار سب

کچھ سکوں شاید میسر آئے گا

چھوڑ کے دیکھا تھا یہ گھر بار سب

کوئی ایسا وقت تو پھر آئے شمسؔ

نیند سے جگ جائیں پھر اک بار سب

شمس تبریزی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun Ba-zahir Dekhe To Yar Sab

Shams Tabrezi

yun ba-zahir dekhe to yar sab
waqt paDne par yahi bekar sab

maslahat hai haq nazar-andaz kar
haq kaha jis ne chaDhe wo dar sab

hum ana ki poTli thame rahe
hath KHali the hue wo par sab

ai KHuda tu ne banai thin wo kya
jis ki aankhon se hue sarshaar sab

kuchh sukun shayad mayassar aaega
chhoD ke dekha tha ye ghar-bar sab

koi aisa waqt to phir aae shams'
nind se jag jaen phir ek bar sab

(365) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun Ba-zahir Dekhe To Yar Sab written by Shams Tabrezi at UrduPoint. Yun Ba-zahir Dekhe To Yar Sab is one of the masterpieces written by Shams Tabrezi. You can also find the complete poetry collection of Shams Tabrezi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shams Tabrezi' above.

Yun Ba-zahir Dekhe To Yar Sab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun Ba-zahir Dekhe To Yar Sab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.