Jo Chahte Ho Ki Manzil Tumhaari Jada Ho, Urdu Ghazal By Shams Tabrezi

Jo Chahte Ho Ki Manzil Tumhaari Jada Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shams Tabrezi. Jo Chahte Ho Ki Manzil Tumhaari Jada Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Chahte Ho Ki Manzil Tumhaari Jada Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو چاہتے ہو کہ منزل تمہاری جادہ ہو

شمس تبریزی

جو چاہتے ہو کہ منزل تمہاری جادہ ہو

تو اپنا ذہن بھی اس کے لیے کشادہ ہو

وہ یاد آئے تو اپنا وجود ہی نہ ملے

نہ یاد آئے تو مجھ کو تھکن زیادہ ہو

پہاڑ کاٹ دوں سورج کو ہاتھ پر رکھ لوں

ذرا خیال میں شامل اگر ارادہ ہو

سمجھ سکو جو زمانے کے تم نشیب و فراز

تو اپنے عہد کے بچوں سے استفادہ ہو

یہ سوچتا ہوں وہ جس دم مری تلاش کرے

حقیقتوں کا مرے جسم پر لبادہ ہو

ہے جستجو مجھے اک ایسے شخص کی یارو

جو خوش مزاج بھی ہو اور دل کا سادہ ہو

شمس تبریزی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Chahte Ho Ki Manzil Tumhaari Jada Ho

Shams Tabrezi

jo chahte ho ki manzil tumhaari jada ho
to apna zehn bhi is ke liye kushada ho

wo yaad aae to apna wajud hi na mile
na yaad aae to mujh ko thakan ziyaada ho

pahaD kaT dun suraj ko hath par rakh lun
zara KHayal mein shamil agar irada ho

samajh sako jo zamane ke tum nasheb-o-faraaz
to apne ahd ke bachchon se istifada ho

ye sochta hun wo jis dam meri talash kare
haqiqaton ka mere jism par libaada ho

hai justuju mujhe ek aise shaKHs ki yaro
jo KHush-mizaj bhi ho aur dil ka sada ho

(480) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Chahte Ho Ki Manzil Tumhaari Jada Ho written by Shams Tabrezi at UrduPoint. Jo Chahte Ho Ki Manzil Tumhaari Jada Ho is one of the masterpieces written by Shams Tabrezi. You can also find the complete poetry collection of Shams Tabrezi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shams Tabrezi' above.

Jo Chahte Ho Ki Manzil Tumhaari Jada Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Chahte Ho Ki Manzil Tumhaari Jada Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.