Zarf To Dekhiye Mere Dil-e-shaidai Ka, Urdu Ghazal By Sharaf Mujaddidi

Zarf To Dekhiye Mere Dil-e-shaidai Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharaf Mujaddidi. Zarf To Dekhiye Mere Dil-e-shaidai Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zarf To Dekhiye Mere Dil-e-shaidai Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ظرف تو دیکھیے میرے دل شیدائی کا

شرف مجددی

ظرف تو دیکھیے میرے دل شیدائی کا

جام مے بن گیا اک مست خود آرائی کا

جی میں آتا ہے کہ پھولوں کی اڑا دوں خوشبو

رنگ اڑا لائے ہیں ظالم تری رعنائی کا

میں ابھی ان کو شناسائے محبت کر دوں

کاش موقع تو ملے ان سے شناسائی کا

بھول جاؤ گے یہاں آ کے تم اپنا عالم

تم نے دیکھا نہیں گوشہ مری تنہائی کا

تم نے کعبہ تو بنایا ہے شرفؔ کے دل کو

حکم اس کعبے میں دو سب کو جبیں سائی کا

شرف مجددی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zarf To Dekhiye Mere Dil-e-shaidai Ka

Sharaf Mujaddidi

zarf to dekhiye mere dil-e-shaidai ka
jam-e-mai ban gaya ek mast-e-KHud-arai ka

ji mein aata hai ki phulon ki uDa dun KHushbu
rang uDa lae hain zalim teri ranai ka

main abhi un ko shanasa-e-mohabbat kar dun
kash mauqa to mile un se shanasai ka

bhul jaoge yahan aa ke tum apna aalam
tum ne dekha nahin gosha meri tanhai ka

tum ne kaba to banaya hai 'sharaf' ke dil ko
hukm is kabe mein do sab ko jabin-sai ka

(372) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zarf To Dekhiye Mere Dil-e-shaidai Ka written by Sharaf Mujaddidi at UrduPoint. Zarf To Dekhiye Mere Dil-e-shaidai Ka is one of the masterpieces written by Sharaf Mujaddidi. You can also find the complete poetry collection of Sharaf Mujaddidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharaf Mujaddidi' above.

Zarf To Dekhiye Mere Dil-e-shaidai Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zarf To Dekhiye Mere Dil-e-shaidai Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.