JhuT Ki ManDi Mein Sach Le Kar Aaya Hai, Urdu Ghazal By Sharafat Sameer

JhuT Ki ManDi Mein Sach Le Kar Aaya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharafat Sameer. JhuT Ki ManDi Mein Sach Le Kar Aaya Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read JhuT Ki ManDi Mein Sach Le Kar Aaya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جھوٹ کی منڈی میں سچ لے کر آیا ہے

شرافت سمیر

جھوٹ کی منڈی میں سچ لے کر آیا ہے

سچ کہنا کس نے تجھ کو بہکایا ہے

رات گئے آہٹ سن کر کیوں دھڑکا ہے

اے میرے دل ایسا کیا یاد آیا ہے

سچا ہے تو ڈر کیسا ہے کھل کر بول

آئینے کو دیکھ کے کیوں شرمایا ہے

مانگ رہا ہے مجھ سے مجھ کو وہ کچھ یوں

ہر جملے میں دھمکی کا رنگ آیا ہے

ظلم کو ہی انصاف کہا جائے اب سے

راج محل سے یہ سندیسہ آیا ہے

سورج کو گر اس سے مطلب کوئی نہیں

چاند کا چہرہ پھر کس نے جھلسایا ہے

جنگل میں اب اس کا کیا تھا سو تھک کر

آج پرندہ پنجرے میں لوٹ آیا ہے

شرافت سمیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

JhuT Ki ManDi Mein Sach Le Kar Aaya Hai

Sharafat Sameer

jhuT ki manDi mein sach le kar aaya hai
sach kahna kis ne tujh ko bahkaya hai

raat gae aahaT sun kar kyon dhaDka hai
ai mere dil aisa kya yaad aaya hai

sachcha hai to Dar kaisa hai khul kar bol
aaine ko dekh ke kyon sharmaya hai

mang raha hai mujh se mujh ko wo kuchh yun
har jumle mein dhamki ka rang aaya hai

zulm ko hi insaf kaha jae ab se
raj-mahal se ye sandesa aaya hai

suraj ko gar us se matlab koi nahin
chand ka chehra phir kis ne jhulsaya hai

jangal mein ab us ka kya tha so thak kar
aaj parinda pinjre mein lauT aaya hai

(452) ووٹ وصول ہوئے

You can read JhuT Ki ManDi Mein Sach Le Kar Aaya Hai written by Sharafat Sameer at UrduPoint. JhuT Ki ManDi Mein Sach Le Kar Aaya Hai is one of the masterpieces written by Sharafat Sameer. You can also find the complete poetry collection of Sharafat Sameer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharafat Sameer' above.

JhuT Ki ManDi Mein Sach Le Kar Aaya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like JhuT Ki ManDi Mein Sach Le Kar Aaya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.