Kitna Israr Saya Karte Hain, Urdu Ghazal By Sharafat Sameer

Kitna Israr Saya Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharafat Sameer. Kitna Israr Saya Karte Hain comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kitna Israr Saya Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کتنا اصرار سایہ کرتے ہیں

شرافت سمیر

کتنا اصرار سایہ کرتے ہیں

جانے والے نہیں ٹھہرتے ہیں

جال لے کر میں اڑ تو جاؤں مگر

اس کے احسان پر کترتے ہیں

آپ جو چاہیں فیصلہ دیں دیں

ہم کہاں احتجاج کرتے ہیں

حل نکلتے ہیں بات کرنے سے

آؤ بیٹھو تو بات کرتے

سوچتے ہیں بہت خرد والے

ان کو پاگل تو کر گزرتے ہیں

آنکھ بھرنے کے بعد تیرے خواب

اب مرے دل کے کان بھرتے ہیں

لگ گئی ہوگی آنکھ اس کی سمیرؔ

اک دفع اور کال کرتے ہیں

شرافت سمیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kitna Israr Saya Karte Hain

Sharafat Sameer

kitna israr saya karte hain
jaane wale nahin Thaharte hain

jal le kar main uD to jaun magar
us ke ehsan par kutarte hain

aap jo chahen faisla den den
hum kahan ehtijaj karte hain

hal nikalte hain baat karne se
aao baiTho to baat karte

sochte hain bahut KHirad wale
un ko pagal to kar guzarte hain

aankh bharne ke baad tere KHwab
ab mere dil ke kan bharte hain

lag gai hogi aankh us ki 'samir'
ek dafa aur call karte hain

(448) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kitna Israr Saya Karte Hain written by Sharafat Sameer at UrduPoint. Kitna Israr Saya Karte Hain is one of the masterpieces written by Sharafat Sameer. You can also find the complete poetry collection of Sharafat Sameer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharafat Sameer' above.

Kitna Israr Saya Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kitna Israr Saya Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.