Aur Kya Roz-e-jaza Dega Mujhe, Urdu Ghazal By Sharar Fatehpuri

Aur Kya Roz-e-jaza Dega Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharar Fatehpuri. Aur Kya Roz-e-jaza Dega Mujhe comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Kya Roz-e-jaza Dega Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور کیا روز جزا دے گا مجھے

شرر فتح پوری

اور کیا روز جزا دے گا مجھے

زندہ رہنے کی سزا دے گا مجھے

زخم ہی زخم ہوں میں داغ ہی داغ

کون پھولوں کی قبا دے گا مجھے

میں سمجھتا ہوں زمانے کا مزاج

وہ بنائے گا مٹا دے گا مجھے

بے کراں صدیوں کا سناٹا ہوں میں

کون سا لمحہ صدا دے گا مجھے

ٹوٹ کر لوح و قلم کی جاگیر

کوئی دے گا بھی تو کیا دے گا مجھے

میرے ہی خون میں نہلا کے شررؔ

وہ صلیبوں پہ سجا دے گا مجھے

شرر فتح پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Kya Roz-e-jaza Dega Mujhe

Sharar Fatehpuri

aur kya roz-e-jaza dega mujhe
zinda rahne ki saza dega mujhe

zaKHm hi zaKHm hun main dagh hi dagh
kaun phulon ki qaba dega mujhe

main samajhta hun zamane ka mizaj
wo banaega miTa dega mujhe

be-karan sadiyon ka sannaTa hun main
kaun sa lamha sada dega mujhe

TuT kar lauh-o-qalam ki jagir
koi dega bhi to kya dega mujhe

mere hi KHun mein nahla ke 'sharar'
wo salibon pe saja dega mujhe

(452) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aur Kya Roz-e-jaza Dega Mujhe written by Sharar Fatehpuri at UrduPoint. Aur Kya Roz-e-jaza Dega Mujhe is one of the masterpieces written by Sharar Fatehpuri. You can also find the complete poetry collection of Sharar Fatehpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharar Fatehpuri' above.

Aur Kya Roz-e-jaza Dega Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Kya Roz-e-jaza Dega Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.