Junun-e-shauq Mein Apni Girah Se Kya Na Gaya, Urdu Ghazal By Shareef Munawwar

Junun-e-shauq Mein Apni Girah Se Kya Na Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shareef Munawwar. Junun-e-shauq Mein Apni Girah Se Kya Na Gaya comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Junun-e-shauq Mein Apni Girah Se Kya Na Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جنون شوق میں اپنی گرہ سے کیا نہ گیا

شریف منور

جنون شوق میں اپنی گرہ سے کیا نہ گیا

یہ اور بات کہ اب تک وہ حوصلا نہ گیا

غبار راہ تھے برسا جوں ہی سحاب کرم

کچھ ایسے بیٹھ گئے ہم کہ پھر اٹھا نہ گیا

یہ حادثہ ہے کہ افسانۂ غم ہستی

کہیں کہا نہ گیا اور کہیں سنا نہ گیا

کہاں کہاں اسے دیکھوں کہاں کہاں جاؤں

تلاش کو وہ کوئی دائرہ بنا نہ گیا

کہاں کہاں نہ اندھیروں نے راستہ روکا

مگر یہ شوق کہاں مشعلیں جلا نہ گیا

نہ ہو سکے مری راہوں میں فاصلے حائل

جہاں میں خود نہ گیا تھا مرا فسانہ گیا

شریف منور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Junun-e-shauq Mein Apni Girah Se Kya Na Gaya

Shareef Munawwar

junun-e-shauq mein apni girah se kya na gaya
ye aur baat ki ab tak wo hausla na gaya

ghubar-e-rah the barsa jun hi sahab-e-karam
kuchh aise baiTh gae hum ki phir uTha na gaya

ye hadisa hai ki afsana-e-gham-e-hasti
kahin kaha na gaya aur kahin suna na gaya

kahan kahan ise dekhun kahan kahan jaun
talash ko wo koi daera bana na gaya

kahan kahan na andheron ne rasta roka
magar ye shauq kahan mishalen jala na gaya

na ho sake meri rahon mein fasle hail
jahan main KHud na gaya tha mera fasana gaya

(296) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Junun-e-shauq Mein Apni Girah Se Kya Na Gaya written by Shareef Munawwar at UrduPoint. Junun-e-shauq Mein Apni Girah Se Kya Na Gaya is one of the masterpieces written by Shareef Munawwar. You can also find the complete poetry collection of Shareef Munawwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shareef Munawwar' above.

Junun-e-shauq Mein Apni Girah Se Kya Na Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Junun-e-shauq Mein Apni Girah Se Kya Na Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.