Sare Aalam Ke Dard-mand Rahe, Urdu Ghazal By Shareef Munawwar

Sare Aalam Ke Dard-mand Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shareef Munawwar. Sare Aalam Ke Dard-mand Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sare Aalam Ke Dard-mand Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سارے عالم کے درد مند رہے

شریف منور

سارے عالم کے درد مند رہے

ہم بھی کیا انتہا پسند رہے

سرکشی تھی ہماری فطرت میں

پست جتنے ہوئے بلند رہے

ہوشمندی تو اک ضرورت تھی

فطرتاً ہم جنوں پسند رہے

آبرو فن کی انکسار سے تھی

سر جھکایا تو سر بلند رہے

ہم زمانے کے درد اپنا کر

اپنے گھر ہی میں نا پسند رہے

بعد تیرے نہ جی لگا لیکن

کون سے کام تھے کہ بند رہے

شریف منور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sare Aalam Ke Dard-mand Rahe

Shareef Munawwar

sare aalam ke dard-mand rahe
hum bhi kya intiha-pasand rahe

sar-kashi thi hamari fitrat mein
past jitne hue buland rahe

hosh-mandi to ek zarurat thi
fitratan hum junun-pasand rahe

aabru fan ki inkisar se thi
sar jhukaya to sar-buland rahe

hum zamane ke dard apna kar
apne ghar hi mein na-pasand rahe

ba'd tere na ji laga lekin
kaun se kaam the ki band rahe

(306) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sare Aalam Ke Dard-mand Rahe written by Shareef Munawwar at UrduPoint. Sare Aalam Ke Dard-mand Rahe is one of the masterpieces written by Shareef Munawwar. You can also find the complete poetry collection of Shareef Munawwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shareef Munawwar' above.

Sare Aalam Ke Dard-mand Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sare Aalam Ke Dard-mand Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.