Mohabbat Ki Intiha Par, Urdu Nazam By Hariq Kaifi

Mohabbat Ki Intiha Par is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Hariq Kaifi. Mohabbat Ki Intiha Par comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Mohabbat Ki Intiha Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبت کی انتہا پر

شارق کیفی

پاپا

تم مر جاؤ نہ پاپا

میں تم سے نفرت کرتا ہوں

کش تم لیتے ہو کھانسی مجھ کو آتی ہے

دل کے دورے تمہیں نہیں

مجھ کو پڑتے ہیں

آخر کب تک

رات میں اٹھ کر

لائٹ جلا کر

دیکھوں گا میں سانس تمہاری

کب تک میری ٹیچر

مجھ کو ٹوکے گی

گم صم رہنے پر

کیسے بتلاؤں

میں کتنا ڈر جاتا ہوں

جب میری رکشا مڑتی ہے

گھر والے رستے پر

آج بھی کم بے چین نہیں میں

موڑ وہ بس آنے والا ہے

چین پڑ گیا

آج بھی میرے گھر کے آگے بھیڑ نہیں ہے

یعنی

آج بھی شاید سب کچھ ٹھیک ہے گھر میں

یعنی تم زندہ ہو پاپا

شارق کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mohabbat Ki Intiha Par

Hariq Kaifi

papa
tum mar jao na papa
main tum se nafrat karta hun
kash tum lete ho khansi mujh ko aati hai
dil ke daure tumhein nahin
mujh ko paDte hain
aaKHir kab tak
raat mein uTh kar
light jala kar
dekhunga main sans tumhaari
kab tak meri teacher
mujh ko Tokegi
gum-sum rahne par
kaise batlaun
main kitna Dar jata hun
jab meri rickshaw muDti hai
ghar wale raste par
aaj bhi kam bechain nahin main
moD wo bas aane wala hai
chain paD gaya
aaj bhi mere ghar ke aage bhiD nahin hai
yani
aaj bhi shayad sab kuchh Thik hai ghar mein
yani tum zinda ho papa

(431) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mohabbat Ki Intiha Par written by Hariq Kaifi at UrduPoint. Mohabbat Ki Intiha Par is one of the masterpieces written by Hariq Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Hariq Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hariq Kaifi' above.

Mohabbat Ki Intiha Par is a widely read Urdu Nazam. If you like Mohabbat Ki Intiha Par, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.