Ho Rahzan Ki Hidayat Ki Rahbar Ke Fareb, Urdu Ghazal By Shaukat Thanvi

Ho Rahzan Ki Hidayat Ki Rahbar Ke Fareb is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Thanvi. Ho Rahzan Ki Hidayat Ki Rahbar Ke Fareb comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ho Rahzan Ki Hidayat Ki Rahbar Ke Fareb on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہو راہزن کی ہدایت کہ راہبر کے فریب

شوکت تھانوی

ہو راہزن کی ہدایت کہ راہبر کے فریب

مری نگاہ نے کھائے نظر نظر کے فریب

یہ بت کدہ یہ کلیسا یہ مسجدیں یہ حرم

یہ سب فریب ہیں اور ایک سنگ در کے فریب

سمجھ رہے تھے کہ اشکوں سے ہوگا دل ہلکا

نہ جانتے تھے کہ ہیں یہ بھی چشم تر کے فریب

پتہ چلا کہ ہر اک گام میں تھی اک منزل

کھلے ہیں منزل مقصود پر سفر کے فریب

انہیں کا نام محبت انہیں کا نام جنوں

مری نگاہ کے دھوکے تری نظر کے فریب

شوکت تھانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ho Rahzan Ki Hidayat Ki Rahbar Ke Fareb

Shaukat Thanvi

ho rahzan ki hidayat ki rahbar ke fareb
meri nigah ne khae nazar nazar ke fareb

ye but-kade ye kalisa ye masjiden ye haram
ye sab fareb hain aur ek sang-e-dar ke fareb

samajh rahe the ki ashkon se hoga dil halka
na jaante the ki hain ye bhi chashm-e-tar ke fareb

pata chala ki har ek gam mein thi ek manzil
khule hain manzil-e-maqsud par safar ke fareb

inhin ka nam mohabbat inhin ka nam junun
meri nigah ke dhoke teri nazar ke fareb

(447) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ho Rahzan Ki Hidayat Ki Rahbar Ke Fareb written by Shaukat Thanvi at UrduPoint. Ho Rahzan Ki Hidayat Ki Rahbar Ke Fareb is one of the masterpieces written by Shaukat Thanvi. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Thanvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Thanvi' above.

Ho Rahzan Ki Hidayat Ki Rahbar Ke Fareb is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ho Rahzan Ki Hidayat Ki Rahbar Ke Fareb, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.