Ruswa Ba-qadr-e-zauq-e-tamanna Nahin Hun Main, Urdu Ghazal By Shaukat Thanvi

Ruswa Ba-qadr-e-zauq-e-tamanna Nahin Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Thanvi. Ruswa Ba-qadr-e-zauq-e-tamanna Nahin Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ruswa Ba-qadr-e-zauq-e-tamanna Nahin Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رسوا بقدر ذوق تمنا نہیں ہوں میں

شوکت تھانوی

رسوا بقدر ذوق تمنا نہیں ہوں میں

اپنے عروج پر ابھی پہونچا نہیں ہوں میں

نیرنگ قید ہستیٔ فانی نہ پوچھئے

مرتا ہوں روز اور کبھی مرتا نہیں ہوں میں

تاثیر ہی بیاں میں نہ ہو جب تو کیا کروں

کیا اپنا حال ان کو سناتا نہیں ہوں میں

جو مجھ کو دیکھتے ہیں تجھے دیکھتے ہیں وہ

شاید تری نگاہ کا پردا نہیں ہوں میں

کافی ہے مجھ کو اک نظر التفات دل

سرگرم آرزوے تماشا نہیں ہوں میں

اتنا خیال دوست نے بے خود بنا دیا

پہروں اب اپنے ہوش میں آتا نہیں ہوں میں

کیوں ہنس رہے ہیں میری ہنسی پر سب اے جنوں

کیا قابل مسرت دنیا نہیں ہوں میں

بیکار جانتا ہوں فسون امید کو

ناواقف فریب) تمنا نہیں ہوں میں

مایوس ہو چلے ہیں ملامت گران عشق

وہ وقت ہے کہ بات سمجھتا نہیں ہوں میں

جلوہ بقدر ذوق ہو اے برق حسن دوست

موسیٰ کا ہم خیال ہوں موسیٰ نہیں ہوں میں

شوکتؔ کشش ضرور ہے اس جلوہ گاہ میں

مایوس جذب ذوق تماشا نہیں ہوں میں

شوکت تھانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ruswa Ba-qadr-e-zauq-e-tamanna Nahin Hun Main

Shaukat Thanvi

ruswa ba-qadr-e-zauq-e-tamanna nahin hun main
apne uruj par abhi pahuncha nahin hun main

nairang-e-qaid-e-hasti-e-fani na puchhiye
marta hun roz aur kabhi marta nahin hun main

tasir hi bayan mein na ho jab to kya karun
kya apna haal un ko sunata nahin hun main

jo mujh ko dekhte hain tujhe dekhte hain wo
shayad teri nigah ka parda nahin hun main

kafi hai mujh ko ek nazar iltifat-e-dil
sargarm-e-arzu-e-tamasha nahin hun main

itna KHayal-e-dost ne be-KHud bana diya
pahron ab apne hosh mein aata nahin hun main

kyun hans rahe hain meri hansi par sab ai junun
kya qabil-e-masarrat-e-duniya nahin hun main

be-kar jaanta hun fusun-e-umid ko
na-waqif-e-fareb-e-tamanna nahin hun main

mayus ho chale hain malamat-garan-e-ishq
wo waqt hai ki baat samajhta nahin hun main

jalwa ba-qadr-e-zauq ho ai barq-e-husn-e-dost
musa ka ham-KHayal hun musa nahin hun main

'shaukat' kashish zarur hai is jalwa-gah mein
mayus-e-jazb-e-zauq-e-tamasha nahin hun main

(520) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ruswa Ba-qadr-e-zauq-e-tamanna Nahin Hun Main written by Shaukat Thanvi at UrduPoint. Ruswa Ba-qadr-e-zauq-e-tamanna Nahin Hun Main is one of the masterpieces written by Shaukat Thanvi. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Thanvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Thanvi' above.

Ruswa Ba-qadr-e-zauq-e-tamanna Nahin Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ruswa Ba-qadr-e-zauq-e-tamanna Nahin Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.