Darmiyan Gar Hain Fasle Koi, Urdu Ghazal By Shaukat Wasti

Darmiyan Gar Hain Fasle Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Wasti. Darmiyan Gar Hain Fasle Koi comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Darmiyan Gar Hain Fasle Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درمیاں گر ہیں فاصلے کوئی

شوکت واسطی

درمیاں گر ہیں فاصلے کوئی

دل کے رستے سے آ ملے کوئی

دشت ہے راہ میں بہار یہاں

گل نمونے ہی کو کھلے کوئی

جی میں ہے بے رخی کریں اب ہم

اور ہم سے کرے گلے کوئی

یوں بھی ٹوٹے ہیں زود رنج حبیب

زندگی بھر کے سلسلے کوئی

لٹ گئے ہیں پہنچ کے منزل پر

جو بچے رہ میں قافلے کوئی

ناشناسان فن سے تو شوکتؔ

داد مانگے نہ لے صلے کوئی

شوکت واسطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Darmiyan Gar Hain Fasle Koi

Shaukat Wasti

darmiyan gar hain fasle koi
dil ke raste se aa mile koi

dasht hai rah mein bahaar yahan
gul namune hi ko khile koi

ji mein hai be-ruKHi karen ab hum
aur hum se kare gile koi

yun bhi TuTe hain zud-ranj habib
zindagi bhar ke silsile koi

luT gae hain pahunch ke manzil par
jo bache rah mein qafile koi

na-shanasan-e-fan se to 'shaukat'
dad mange na le sile koi

(320) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Darmiyan Gar Hain Fasle Koi written by Shaukat Wasti at UrduPoint. Darmiyan Gar Hain Fasle Koi is one of the masterpieces written by Shaukat Wasti. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Wasti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Wasti' above.

Darmiyan Gar Hain Fasle Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Darmiyan Gar Hain Fasle Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.