ZaKHm Sine Ka Phir Ubhar Aaya, Urdu Ghazal By Shayan Quraishi

ZaKHm Sine Ka Phir Ubhar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shayan Quraishi. ZaKHm Sine Ka Phir Ubhar Aaya comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read ZaKHm Sine Ka Phir Ubhar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زخم سینے کا پھر ابھر آیا

شایان قریشی

زخم سینے کا پھر ابھر آیا

یاد بھر کوئی چارہ گر آیا

مجھ کو بخشی خدا نے اک بیٹی

چاند آنگن میں اک اتر آیا

خوش نصیبوں کو گھر ملا یارو

میرے حصے میں پھر سفر آیا

تم تغیر کی بات پر ٹھہرے

میں صلیبوں سے بات کر آیا

اپنی تہذیب کو نہیں چھوڑا

یہ بھی الزام میرے سر آیا

اک کلی کھل کے پھول میں بدلی

ایک بھنورا بھی پھول پر آیا

پار اترا افق کے سورج تو

پھر مسافر کو یاد گھر آیا

دوستی دھوپ سے ہی کر لی جب

راہ میں تب گھنا شجر آیا

دل تو شایانؔ ٹوٹنا ہی تھا

اس کا کردار بھی نظر آیا

شایان قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ZaKHm Sine Ka Phir Ubhar Aaya

Shayan Quraishi

zaKHm sine ka phir ubhar aaya
yaad bhar koi chaara-gar aaya

mujh ko baKHshi KHuda ne ek beTi
chand aangan mein ek utar aaya

KHush nasibon ko ghar mila yaro
mere hisse mein phir safar aaya

tum taghayyur ki baat par Thahre
main salibon se baat kar aaya

apni tahzib ko nahin chhoDa
ye bhi ilzam mere sar aaya

ek kali khil ke phul mein badli
ek bhanwra bhi phul par aaya

par utra ufuq ke suraj to
phir musafir ko yaad ghar aaya

dosti dhup se hi kar li jab
rah mein tab ghana shajar aaya

dil to 'shayan' TuTna hi tha
us ka kirdar bhi nazar aaya

(405) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ZaKHm Sine Ka Phir Ubhar Aaya written by Shayan Quraishi at UrduPoint. ZaKHm Sine Ka Phir Ubhar Aaya is one of the masterpieces written by Shayan Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Shayan Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shayan Quraishi' above.

ZaKHm Sine Ka Phir Ubhar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like ZaKHm Sine Ka Phir Ubhar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.