Dar Hai Mard-e-anal-haq Ka Watan, Urdu Ghazal By Sher Afzal Jafri

Dar Hai Mard-e-anal-haq Ka Watan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sher Afzal Jafri. Dar Hai Mard-e-anal-haq Ka Watan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dar Hai Mard-e-anal-haq Ka Watan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دار ہے مرد انا الحق کا وطن (ردیف .. ر)

شیر افضل جعفری

دار ہے مرد انا الحق کا وطن

عرش ہے مرد خدا کی جاگیر

روک لے ابر کرم گستر کو

کھینچ کر برق تپاں کی زنجیر

عقل کی پنجۂ بیعت سے نکل

تیرا مرشد ترا مولا ہے ضمیر

اس کے لکھے کو بدل سکتا ہے عشق

جس کی تقدیر ہو پتھر پہ لکیر

اس کا گھر پوچھتی پھرتی ہے رضا

شیر افضلؔ ہے انا مست فقیر

شیر افضل جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dar Hai Mard-e-anal-haq Ka Watan

Sher Afzal Jafri

dar hai mard-e-anal-haq ka watan
arsh hai mard-e-KHuda ki jagir

rok le abr-e-karam-gustar ko
khinch kar barq-e-tapan ki zanjir

aql ki panja-e-baiat se nikal
tera murshid tera maula hai zamir

us ke likkhe ko badal sakta hai ishq
jis ki taqdir ho patthar pe lakir

us ka ghar puchhti phirti hai raza
sher-'afzal' hai ana mast faqir

(481) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dar Hai Mard-e-anal-haq Ka Watan written by Sher Afzal Jafri at UrduPoint. Dar Hai Mard-e-anal-haq Ka Watan is one of the masterpieces written by Sher Afzal Jafri. You can also find the complete poetry collection of Sher Afzal Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sher Afzal Jafri' above.

Dar Hai Mard-e-anal-haq Ka Watan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dar Hai Mard-e-anal-haq Ka Watan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.