Qissa To Zulf-e-yar Ka Tul O Tawil Hai, Urdu Ghazal By Sher Mohammad Khan Iman

Qissa To Zulf-e-yar Ka Tul O Tawil Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sher Mohammad Khan Iman. Qissa To Zulf-e-yar Ka Tul O Tawil Hai comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Qissa To Zulf-e-yar Ka Tul O Tawil Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قصہ تو زلف یار کا طول و طویل ہے

شیر محمد خاں ایمان

قصہ تو زلف یار کا طول و طویل ہے

کیوں کر ادا ہو عمر کا رشتہ قلیل ہے

گنجائش دو شاہ نہیں ایک ملک میں

وحدانیت کے حق کی یہی بس دلیل ہے

مشہد پہ دل کے دیدۂ گریاں پکار دے

پیاسا نہ جا بنام شہیداں سبیل ہے

نظریں لڑانے میں وہ تغافل ہے خوش نما

جس طرح سے پتنگوں کے پنجوں میں ڈھیل ہے

ایمانؔ کیا بیاں کروں اس شہسوار کا

حاضر جلو کے بیچ جہاں جبرئیل ہے

شیر محمد خاں ایمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qissa To Zulf-e-yar Ka Tul O Tawil Hai

Sher Mohammad Khan Iman

qissa to zulf-e-yar ka tul o tawil hai
kyunkar ada ho umr ka rishta qalil hai

gunjaish-e-do-shah nahin ek mulk mein
wahdaniyat ke haq ki yahi bas dalil hai

mashhad pe dil ke dida-e-giryan pukar de
pyasa na ja ba-nam-e-shahidan sabil hai

nazren laDane mein wo taghaful hai KHush-numa
jis tarah se patangon ke panjon mein Dhil hai

'iman' kya bayan karun us shahsawar ka
hazir jilau ke bich jahan jibrail hai

(384) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qissa To Zulf-e-yar Ka Tul O Tawil Hai written by Sher Mohammad Khan Iman at UrduPoint. Qissa To Zulf-e-yar Ka Tul O Tawil Hai is one of the masterpieces written by Sher Mohammad Khan Iman. You can also find the complete poetry collection of Sher Mohammad Khan Iman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sher Mohammad Khan Iman' above.

Qissa To Zulf-e-yar Ka Tul O Tawil Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qissa To Zulf-e-yar Ka Tul O Tawil Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.