Baaton Mein DhunDte Hain Wo Pahlu Malal Ka, Urdu Ghazal By Sher Singh Naaz Dehlvi

Baaton Mein DhunDte Hain Wo Pahlu Malal Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sher Singh Naaz Dehlvi. Baaton Mein DhunDte Hain Wo Pahlu Malal Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baaton Mein DhunDte Hain Wo Pahlu Malal Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

باتوں میں ڈھونڈتے ہیں وہ پہلو ملال کا

شیر سنگھ ناز دہلوی

باتوں میں ڈھونڈتے ہیں وہ پہلو ملال کا

مطلب یہ ہے کہ ذکر نہ آئے وصال کا

کیا ذکر ان سے کیجیے دل کے ملال کا

ہے خامشی جواب مرے ہر سوال کا

تا عمر پھر نہ طالب جلوہ ہوئے کلیم

دیکھا جو ایک بار کرشمہ جمال کا

رخ پر پڑی ہوئی ہے نقاب شعاع حسن

موقع نظر کو خاک ملے دیکھ بھال کا

ہم نا مراد عشق وہ ہجراں نصیب ہیں

دیکھا نہ ہم نے منہ کبھی شام وصال کا

بود و نبود کہتے ہیں اہل جہاں جسے

ادنیٰ سا شعبدہ ہے طلسم خیال کا

شیر سنگھ ناز دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baaton Mein DhunDte Hain Wo Pahlu Malal Ka

Sher Singh Naaz Dehlvi

baaton mein DhunDte hain wo pahlu malal ka
matlab ye hai ki zikr na aae visal ka

kya zikr un se kijiye dil ke malal ka
hai KHamushi jawab mere har sawal ka

ta umr phir na talib-e-jalwa hue kalim
dekha jo ek bar karishma jamal ka

ruKH par paDi hui hai naqab-e-shua-e-husn
mauqa nazar ko KHak mile dekh-bhaal ka

hum na-murad-e-ishq wo hijran-nasib hain
dekha na hum ne munh kabhi sham-e-visal ka

bud-o-nabud kahte hain ahl-e-jahan jise
adna sa shoabada hai tilism-e-KHayal ka

(591) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baaton Mein DhunDte Hain Wo Pahlu Malal Ka written by Sher Singh Naaz Dehlvi at UrduPoint. Baaton Mein DhunDte Hain Wo Pahlu Malal Ka is one of the masterpieces written by Sher Singh Naaz Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Sher Singh Naaz Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sher Singh Naaz Dehlvi' above.

Baaton Mein DhunDte Hain Wo Pahlu Malal Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baaton Mein DhunDte Hain Wo Pahlu Malal Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.