Samundar Se Gham-o-ghussa Ke Tughyani Nahin Jati, Urdu Ghazal By Shifa Kajgavnwi

Samundar Se Gham-o-ghussa Ke Tughyani Nahin Jati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shifa Kajgavnwi. Samundar Se Gham-o-ghussa Ke Tughyani Nahin Jati comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Samundar Se Gham-o-ghussa Ke Tughyani Nahin Jati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سمندر سے غم و غصہ کے طغیانی نہیں جاتی

شفا کجگاؤنوی

سمندر سے غم و غصہ کے طغیانی نہیں جاتی

شکایت چیز ایسی ہے بہ آسانی نہیں جاتی

نگاہوں نے نہ جانے اس کی دیکھے کون سے منظر

بہت چاہا پہ آنکھوں سے یہ ویرانی نہیں جاتی

تخیل دستکیں دے کر پلٹ جاتا ہے اکثر ہی

انا کی جذبۂ دل پر نگہبانی نہیں جاتی

بہت ممکن ہے خط کا بھی ترے مضموں بدل جائے

ابھی تو بس لکھاوٹ ہے جو پہچانی نہیں جاتی

دل بے صبر اکثر آرزؤں پر مچلتا ہے

مگر اس کی کبھی اک بات بھی مانی نہیں جاتی

کوئی سچ کو جو کہہ دے سچ تو بھاری ہے طبیعت پر

کہ ہے سننے کی عادت ظل سبحانی نہیں جاتی

نہیں دے پائے ہم پر امن ملک و قوم بچوں کو

یقیں مانو نہ مانو یہ پشیمانی نہیں جاتی

شفا کجگاؤنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Samundar Se Gham-o-ghussa Ke Tughyani Nahin Jati

Shifa Kajgavnwi

samundar se gham-o-ghussa ke tughyani nahin jati
shikayat chiz aisi hai ba-asani nahin jati

nigahon ne na jaane us ki dekhe kaun se manzar
bahut chaha pe aankhon se ye virani nahin jati

taKHayyul dastaken de kar palaT jata hai aksar hi
ana ki jazba-e-dil par nigahbani nahin jati

bahut mumkin hai KHat ka bhi tere mazmun badal jae
abhi to bas likhawaT hai jo pahchani nahin jati

dil-e-be-sabr aksar aarzuon par machalta hai
magar us ki kabhi ek baat bhi mani nahin jati

koi sach ko jo kah de sach to bhaari hai tabiat par
ki hai sunne ki aadat zill-e-subhani nahin jati

nahin de pae hum pur-amn mulk-o-qaum bachchon ko
yaqin mano na mano ye pashemani nahin jati

(558) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Samundar Se Gham-o-ghussa Ke Tughyani Nahin Jati written by Shifa Kajgavnwi at UrduPoint. Samundar Se Gham-o-ghussa Ke Tughyani Nahin Jati is one of the masterpieces written by Shifa Kajgavnwi. You can also find the complete poetry collection of Shifa Kajgavnwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shifa Kajgavnwi' above.

Samundar Se Gham-o-ghussa Ke Tughyani Nahin Jati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Samundar Se Gham-o-ghussa Ke Tughyani Nahin Jati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.