Jam Gai Barf Si Ye Pighalti Nahin, Urdu Ghazal By Shijju Shakoor

Jam Gai Barf Si Ye Pighalti Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shijju Shakoor. Jam Gai Barf Si Ye Pighalti Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jam Gai Barf Si Ye Pighalti Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جم گئی برف سی یہ پگھلتی نہیں

شجو شکور

جم گئی برف سی یہ پگھلتی نہیں

آرزو سچ کے قالب میں ڈھلتی نہیں

خواب اپنی جگہ صبح اپنی جگہ

شب یہ لیکن کسی سمت چلتی نہیں

آدمی کی ہوس نے اجاڑا جسے

زندگی اس چمن میں ٹہلتی نہیں

لڑکھڑاتے قدم خود سنبھالیں یہاں

زیست ہموار راہوں پہ چلتی نہیں

میری آنکھوں سے ٹپکا نہ ہوتا لہو

تو کہانی تری بھی نکلتی نہیں

اب ڈراتا نہیں کوئی بھی حادثہ

سینہ میں دھڑکنیں بھی مچلتی نہیں

دوستی بھی گھلی ہو اگر چائے میں

وقت رک جاتا ہے شام ڈھلتی نہیں

شجو شکور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jam Gai Barf Si Ye Pighalti Nahin

Shijju Shakoor

jam gai barf si ye pighalti nahin
aarzu sach ke qalib mein Dhalti nahin

KHwab apni jagah subh apni jagah
shab ye lekin kisi samt chalti nahin

aadmi ki hawas ne ujaDa jise
zindagi us chaman mein Tahalti nahin

laDkhaDate qadam KHud sanbhaalen yahan
zist hamwar rahon pe chalti nahin

meri aankhon se Tapka na hota lahu
to kahani teri bhi nikalti nahin

ab Daraata nahin koi bhi hadisa
sine mein dhaDkanen bhi machalti nahin

dosti bhi ghuli ho agar chae mein
waqt ruk jata hai sham Dhalti nahin

(183) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jam Gai Barf Si Ye Pighalti Nahin written by Shijju Shakoor at UrduPoint. Jam Gai Barf Si Ye Pighalti Nahin is one of the masterpieces written by Shijju Shakoor. You can also find the complete poetry collection of Shijju Shakoor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shijju Shakoor' above.

Jam Gai Barf Si Ye Pighalti Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jam Gai Barf Si Ye Pighalti Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.