Sham Ke Maddham Ujalon Mein Wo Dar Ka Jagna, Urdu Ghazal By Shijju Shakoor

Sham Ke Maddham Ujalon Mein Wo Dar Ka Jagna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shijju Shakoor. Sham Ke Maddham Ujalon Mein Wo Dar Ka Jagna comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sham Ke Maddham Ujalon Mein Wo Dar Ka Jagna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شام کے مدھم اجالوں میں وہ ڈر کا جاگنا

شجو شکور

شام کے مدھم اجالوں میں وہ ڈر کا جاگنا

میری قسمت میں لکھا ہے عمر بھر کا جاگنا

خامشی سے ظلم کا کب ہو سکا ہے احتجاج

دیکھنا باقی ہے اب سوئے نگر کا جاگنا

جب بھی واپس لوٹتا ہوں دیکھتا ہوں میں فقط

ایک تنہا شام کے سائے میں گھر کا جاگنا

کاش دیکھا ہوتا تم نے میرے چہرے پر کبھی

راہ تکتی دور تک بے بس نظر کا جاگنا

زیست کا حصہ ہے اب خاموشیوں کے درمیاں

ساتھ میرے گھر کی ان دیوار و در کا جاگنا

آنکھ کھلتے ہی وہ اکثر دیکھتے ہیں چپکے سے

دھڑکنوں کے شور میں اک بے خبر کا جاگنا

یاد ہے وہ سردیوں کی نرم راتیں اور پھر

چائے کی وہ چسکیاں لے کر سحر کا جاگنا

شجو شکور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sham Ke Maddham Ujalon Mein Wo Dar Ka Jagna

Shijju Shakoor

sham ke maddham ujalon mein wo Dar ka jagna
meri qismat mein likha hai umr-bhar ka jagna

KHamushi se zulm ka kab ho saka hai ehtijaj
dekhna baqi hai ab su-e-nagar ka jagna

jab bhi wapas lauTta hun dekhta hun main faqat
ek tanha sham ke sae mein ghar ka jagna

kash dekha hota tum ne mere chehre par kabhi
rah takti dur tak bebas nazar ka jagna

zist ka hissa hai ab KHamoshiyon ke darmiyan
sath mere ghar ki in diwar-o-dar ka jagna

aankh khulte hi wo aksar dekhte hain chupke se
dhaDkanon ke shor mein ek be-KHabar ka jagna

yaad hai wo sardiyon ki narm raaten aur phir
chae ki wo chuskiyan le kar sahar ka jagna

(215) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sham Ke Maddham Ujalon Mein Wo Dar Ka Jagna written by Shijju Shakoor at UrduPoint. Sham Ke Maddham Ujalon Mein Wo Dar Ka Jagna is one of the masterpieces written by Shijju Shakoor. You can also find the complete poetry collection of Shijju Shakoor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shijju Shakoor' above.

Sham Ke Maddham Ujalon Mein Wo Dar Ka Jagna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sham Ke Maddham Ujalon Mein Wo Dar Ka Jagna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.