Aankh Ko Husn Ka Shahkar Dikhane Se Rahi, Urdu Ghazal By Shiraz Akhtar Mughal

Aankh Ko Husn Ka Shahkar Dikhane Se Rahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shiraz Akhtar Mughal. Aankh Ko Husn Ka Shahkar Dikhane Se Rahi comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Aankh Ko Husn Ka Shahkar Dikhane Se Rahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھ کو حسن کا شاہکار دکھانے سے رہی

شیراز اختر مغل

آنکھ کو حسن کا شاہکار دکھانے سے رہی

شاعری ان کے خد و خال بنانے سے رہی

یہ سبھی دشت مرا جوش جنوں جانتے ہیں

یہ ہوا میری طرح خاک اڑانے سے رہی

تیری بانہیں نہ سہی وسعت صحرا ہی سہی

میری مٹی تو کسی طور ٹھکانے سے رہی

ہم نے بھی چہرہ بدلنے کا ہنر سیکھ لیا

دوستی اپنی بھی کچھ روز زمانے سے رہی

کھائے جاتا ہے شب و روز ترے ہجر کا غم

میری تنہائی مری عمر بڑھانے سے رہی

اب کسی اور کے در پہ ہے یقیناً اخترؔ

زندگی مجھ سے تو اب آنکھ ملانے سے رہی

شیراز اختر مغل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankh Ko Husn Ka Shahkar Dikhane Se Rahi

Shiraz Akhtar Mughal

aankh ko husn ka shahkar dikhane se rahi
shairi un ke KHad-o-KHal banane se rahi

ye sabhi dasht mera josh-e-junun jaante hain
ye hawa meri tarah KHak uDane se rahi

teri banhen na sahi wusat-e-sahra hi sahi
meri miTTi to kisi taur Thikane se rahi

hum ne bhi chehra badalne ka hunar sikh liya
dosti apni bhi kuchh roz zamane se rahi

khae jata hai shab-o-roz tere hijr ka gham
meri tanhai meri umr baDhane se rahi

ab kisi aur ke dar pe hai yaqinan 'aKHtar'
zindagi mujh se to ab aankh milane se rahi

(476) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankh Ko Husn Ka Shahkar Dikhane Se Rahi written by Shiraz Akhtar Mughal at UrduPoint. Aankh Ko Husn Ka Shahkar Dikhane Se Rahi is one of the masterpieces written by Shiraz Akhtar Mughal. You can also find the complete poetry collection of Shiraz Akhtar Mughal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shiraz Akhtar Mughal' above.

Aankh Ko Husn Ka Shahkar Dikhane Se Rahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankh Ko Husn Ka Shahkar Dikhane Se Rahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.