Kis Ne PaDh Kar Phunka Mantar Pani Mein, Urdu Ghazal By Shiraz Akhtar Mughal

Kis Ne PaDh Kar Phunka Mantar Pani Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shiraz Akhtar Mughal. Kis Ne PaDh Kar Phunka Mantar Pani Mein comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kis Ne PaDh Kar Phunka Mantar Pani Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس نے پڑھ کر پھونکا منتر پانی میں

شیراز اختر مغل

کس نے پڑھ کر پھونکا منتر پانی میں

پتھر بن کے ڈوبے منظر پانی میں

پیاسا گھاٹ سے لوٹ آیا تھا پیاسا کیوں

مجھ پر راز کھلا یہ جا کر پانی میں

جھیل امڈ کے چاند تلک جا پہنچی ہے

کس نے پھینکے اتنے کنکر پانی میں

میری آنکھ بھی دھیرے سے لگ جاتی ہے

جب بھی سویا دیکھوں امبر پانی میں

دیکھیں اب کے کون مدد کو آتا ہے

آنکھ جزیرے پر ہے لنگر پانی میں

ایک گھروندا بنتے ساری عمر لگی

موج بہا کر لے گئی اخترؔ پانی میں

شیراز اختر مغل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Ne PaDh Kar Phunka Mantar Pani Mein

Shiraz Akhtar Mughal

kis ne paDh kar phunka mantar pani mein
patthar ban ke Dube manzar pani mein

pyasa ghaT se lauT aaya tha pyasa kyon
mujh par raaz khula ye ja kar pani mein

jhil umaD ke chand talak ja pahunchi hai
kis ne phenke itne kankar pani mein

meri aankh bhi dhire se lag jati hai
jab bhi soya dekhun ambar pani mein

dekhen ab ke kaun madad ko aata hai
aankh jazire par hai langar pani mein

ek gharaunda bante sari umr lagi
mauj baha kar le gai 'aKHtar' pani mein

(442) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Ne PaDh Kar Phunka Mantar Pani Mein written by Shiraz Akhtar Mughal at UrduPoint. Kis Ne PaDh Kar Phunka Mantar Pani Mein is one of the masterpieces written by Shiraz Akhtar Mughal. You can also find the complete poetry collection of Shiraz Akhtar Mughal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shiraz Akhtar Mughal' above.

Kis Ne PaDh Kar Phunka Mantar Pani Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Ne PaDh Kar Phunka Mantar Pani Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.