Is Kashakash Mein Yahan Umr-e-rawan Guzre Hai, Urdu Ghazal By Shorish Kashmiri

Is Kashakash Mein Yahan Umr-e-rawan Guzre Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shorish Kashmiri. Is Kashakash Mein Yahan Umr-e-rawan Guzre Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Is Kashakash Mein Yahan Umr-e-rawan Guzre Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کشاکش میں یہاں عمر رواں گزرے ہے

شورش کاشمیری

اس کشاکش میں یہاں عمر رواں گزرے ہے

جیسے صحرا سے کوئی تشنہ دہاں گزرے ہے

اس طرح تلخیٔ ایام سے بڑھتی ہے خراش

جیسے دشنام عزیزوں پہ گراں گزرے ہے

اس طرح دوست دغا دے کے چلے جاتے ہیں

جیسے ہر نفع کے رستے سے زیاں گزرے ہے

یوں بھی پہنچے ہیں کچھ افسانے حقیقت کے قریب

جیسے کعبہ سے کوئی پیر مغاں گزرے ہے

ہم گنہ گار جو اس سمت نکل جاتے ہیں

ایک آواز سی آتی ہے فلاں گزرے ہے

شورش کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Kashakash Mein Yahan Umr-e-rawan Guzre Hai

Shorish Kashmiri

is kashakash mein yahan umr-e-rawan guzre hai
jaise sahra se koi tishna-dahan guzre hai

is tarah talKHi-e-ayyam se baDhti hai KHarash
jaise dushnam azizon pe garan guzre hai

is tarah dost dagha de ke chale jate hain
jaise har nafa ke raste se ziyan guzre hai

yun bhi pahunche hain kuchh afsane haqiqat ke qarib
jaise kabe se koi pir-e-mughan guzre hai

hum gunahgar jo us samt nikal jate hain
ek aawaz si aati hai fulan guzre hai

(597) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Kashakash Mein Yahan Umr-e-rawan Guzre Hai written by Shorish Kashmiri at UrduPoint. Is Kashakash Mein Yahan Umr-e-rawan Guzre Hai is one of the masterpieces written by Shorish Kashmiri. You can also find the complete poetry collection of Shorish Kashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shorish Kashmiri' above.

Is Kashakash Mein Yahan Umr-e-rawan Guzre Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Kashakash Mein Yahan Umr-e-rawan Guzre Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.