Zamin Ki God Mein Rakkhe Hue Aflak Ke KHitte, Urdu Ghazal By Shumama Ufuq

Zamin Ki God Mein Rakkhe Hue Aflak Ke KHitte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shumama Ufuq. Zamin Ki God Mein Rakkhe Hue Aflak Ke KHitte comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Ki God Mein Rakkhe Hue Aflak Ke KHitte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمیں کی گود میں رکھے ہوئے افلاک کے خطے

شمامہ افق

زمیں کی گود میں رکھے ہوئے افلاک کے خطے

ستارے چومتے ہیں سر زمین پاک کے خطے

کوئی تجھ سا حسیں دنیائے رنگ و بو میں کیا ہوگا

اے میری جان کے ٹکڑے اے میری خاک کے خطے

تری تابندگی سے میری پیشانی چمکتی ہے

ترے خوابوں سے روشن ہیں مرے ادراک کے خطے

ترے فرش محبت پر دلوں کا رقص جاری ہے

کہاں تو اور کہاں باقی خس و خاشاک کے خطے

یہ میری فکر کے گوہر تری مٹی کا تحفہ ہیں

ترے قربان جاؤں علم و استدراک کے خطے

شمامہ افق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Ki God Mein Rakkhe Hue Aflak Ke KHitte

Shumama Ufuq

zamin ki god mein rakkhe hue aflak ke KHitte
sitare chumte hain sar-zamin-e-pak ke KHitte

koi tujh sa hasin duniya-e-rang-o-bu mein kya hoga
ai meri jaan ke TukDe ai meri KHak ke KHitte

teri tabindagi se meri peshani chamakti hai
tere KHwabon se raushan hain mere idrak ke KHitte

tere farsh-e-mohabbat par dilon ka raqs jari hai
kahan tu aur kahan baqi KHas-o-KHashak ke KHitte

ye meri fikr ke gauhar teri miTTi ka tohfa hain
tere qurban jaun ilm-o-istidrak ke KHitte

(429) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamin Ki God Mein Rakkhe Hue Aflak Ke KHitte written by Shumama Ufuq at UrduPoint. Zamin Ki God Mein Rakkhe Hue Aflak Ke KHitte is one of the masterpieces written by Shumama Ufuq. You can also find the complete poetry collection of Shumama Ufuq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shumama Ufuq' above.

Zamin Ki God Mein Rakkhe Hue Aflak Ke KHitte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Ki God Mein Rakkhe Hue Aflak Ke KHitte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.