Sulagte Dasht Ka Manzar Hui Hain, Urdu Ghazal By Siya Sachdev

Sulagte Dasht Ka Manzar Hui Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siya Sachdev. Sulagte Dasht Ka Manzar Hui Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sulagte Dasht Ka Manzar Hui Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سلگتے دشت کا منظر ہوئی ہیں

سیا سچدیو

سلگتے دشت کا منظر ہوئی ہیں

یہ آنکھیں ہجر میں بنجر ہوئی ہیں

تمہاری آرزو کو مل گیا گھر

ہماری حسرتیں بے گھر ہوئی ہیں

محبت میں تڑپ آہیں اذیت

یہ سب دشواریاں اکثر ہوئی ہے

نگاہوں میں کوئی تصویر ابھری

یہ آنکھیں آنسوؤں سے تر ہوئی ہیں

نہیں میں وہ نہیں ایسے نہ دیکھو

بہت تبدیلیاں اندر ہوئی ہے

ستاروں پر کھلے ہیں راز دل کے

تری باتیں ہی بس شب بھر ہوئی ہیں

سیا مایوس بے بس خواہشیں کچھ

مرے اپنے لہو سے تر ہوئی ہیں

سیا سچدیو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sulagte Dasht Ka Manzar Hui Hain

Siya Sachdev

sulagte dasht ka manzar hui hain
ye aankhen hijr mein banjar hui hain

tumhaari aarzu ko mil gaya ghar
hamari hasraten be-ghar hui hain

mohabbat mein taDap aahen aziyyat
ye sab dushwariyan aksar hui hai

nigahon mein koi taswir ubhri
ye aankhen aansuon se tar hui hain

nahin main wo nahin aise na dekho
bahut tabdiliyan andar hui hai

sitaron par khule hain raaz dil ke
teri baaten hi bas shab-bhar hui hain

siya mayus bebas KHwahishen kuchh
mere apne lahu se tar hui hain

(438) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sulagte Dasht Ka Manzar Hui Hain written by Siya Sachdev at UrduPoint. Sulagte Dasht Ka Manzar Hui Hain is one of the masterpieces written by Siya Sachdev. You can also find the complete poetry collection of Siya Sachdev by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siya Sachdev' above.

Sulagte Dasht Ka Manzar Hui Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sulagte Dasht Ka Manzar Hui Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.