Is Tarah Se Tarjumani Kar Gaya, Urdu Ghazal By Subhan Asad

Is Tarah Se Tarjumani Kar Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Subhan Asad. Is Tarah Se Tarjumani Kar Gaya comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Tarah Se Tarjumani Kar Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس طرح سے ترجمانی کر گیا

سبحان اسد

اس طرح سے ترجمانی کر گیا

میرے اشکوں کو وہ پانی کر گیا

اس نے چہرے سے ہٹا ڈالا نقاب

اور میری غزلیں پرانی کر گیا

رکھ گیا وہ اپنے کپڑے سوکھنے

دھوپ بھی کتنی سہانی کر گیا

بھول جانے کی قسم دینا تیرا

یاد آنے کی نشانی کر گیا

دو گھڑی کو پاس آیا تھا کوئی

دل پہ برسوں حکمرانی کر گیا

جس پہ میں ایمان لے آیا اسدؔ

مجھ سے وہ ہی بے ایمانی کر گیا

سبحان اسد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Tarah Se Tarjumani Kar Gaya

Subhan Asad

is tarah se tarjumani kar gaya
mere ashkon ko wo pani kar gaya

us ne chehre se haTa Dala naqab
aur meri ghazlen purani kar gaya

rakh gaya wo apne kapDe sukhne
dhup bhi kitni suhani kar gaya

bhul jaane ki qasam dena tera
yaad aane ki nishani kar gaya

do ghaDi ko pas aaya tha koi
dil pe barson hukmarani kar gaya

jis pe main iman le aaya 'asad'
mujh se wo hi be-imani kar gaya

(407) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Tarah Se Tarjumani Kar Gaya written by Subhan Asad at UrduPoint. Is Tarah Se Tarjumani Kar Gaya is one of the masterpieces written by Subhan Asad. You can also find the complete poetry collection of Subhan Asad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Subhan Asad' above.

Is Tarah Se Tarjumani Kar Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Tarah Se Tarjumani Kar Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.