In Tanon Mein In Tashnion Mein Poshida Koi Mafhum To Ho, Urdu Ghazal By Sufia Anjum Taj

In Tanon Mein In Tashnion Mein Poshida Koi Mafhum To Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sufia Anjum Taj. In Tanon Mein In Tashnion Mein Poshida Koi Mafhum To Ho comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read In Tanon Mein In Tashnion Mein Poshida Koi Mafhum To Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان طعنوں میں ان تشنیعوں میں پوشیدہ کوئی مفہوم تو ہو

صوفیہ انجم تاج

ان طعنوں میں ان تشنیعوں میں پوشیدہ کوئی مفہوم تو ہو

کس بات کا ہم سے شکوہ ہے وہ بات ہمیں معلوم تو ہو

میں خون جگر سے کاغذ پر کچھ نقش بناتی رہتی ہوں

ہاں تجھ سے کوئی منسوب تو ہو ہاں تجھ سے کوئی موسوم تو ہو

وہ لوگ جو بھولے بھالے تھے دل والے محبت والے تھے

کس دیس میں ایسے لوگ ہیں اب وہ دیس ہمیں معلوم تو ہو

ہیں شعر و سخن محفل میں بہت وہ شعر و سخن ہم کیا جانیں

جو شعر و سخن تھی ذات تری وہ شعر و سخن منظوم تو ہو

وہ لوگ جو پہلے جیتے تھے کیا پیارے اور چہیتے تھے

وہ راتیں زندہ لوگوں کی ہم مردوں کا مقسوم تو ہو

لفظوں میں تری یادوں کی چمک معنی میں تری فرقت کی لہک

اس حیلے اور بہانے سے کچھ میری غزل کی دھوم تو ہے

اک جشن ہے چاند ستاروں کا اک جشن ہے غم کے ماروں کا

اس جشن کا تو ہے شور بہت اس جشن کی بھی کچھ دھوم تو ہو

انجمؔ کی غزل کی تاثیریں خوشیوں میں کہاں ہاتھ آتی ہیں

کچھ دیر ذرا غمگیں تو رہ کچھ دیر ذرا مغموم تو ہو

صوفیہ انجم تاج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

In Tanon Mein In Tashnion Mein Poshida Koi Mafhum To Ho

Sufia Anjum Taj

in tanon mein in tashnion mein poshida koi mafhum to ho
kis baat ka hum se shikwa hai wo baat hamein malum to ho

main KHun-e-jigar se kaghaz par kuchh naqsh banati rahti hun
han tujh se koi mansub to ho han tujh se koi mausum to ho

wo log jo bhole-bhaale the dil wale mohabbat wale the
kis des mein aise log hain ab wo des hamein malum to ho

hain sher-o-suKHan mahfil mein bahut wo sher-o-suKHan hum kya jaanen
jo sher-o-suKHan thi zat teri wo sher-o-suKHan manzum to ho

wo log jo pahle jite the kya pyare aur chahete the
wo raaten zinda logon ki hum murdon ka maqsum to ho

lafzon mein teri yaadon ki chamak mani mein teri furqat ki lahak
is hile aur bahane se kuchh meri ghazal ki dhum to hai

ek jashn hai chand sitaron ka ek jashn hai gham ke maron ka
is jashn ka to hai shor bahut us jashn ki bhi kuchh dhum to ho

'anjum' ki ghazal ki tasiren KHushiyon mein kahan hath aati hain
kuchh der zara ghamgin to rah kuchh der zara maghmum to ho

(417) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read In Tanon Mein In Tashnion Mein Poshida Koi Mafhum To Ho written by Sufia Anjum Taj at UrduPoint. In Tanon Mein In Tashnion Mein Poshida Koi Mafhum To Ho is one of the masterpieces written by Sufia Anjum Taj. You can also find the complete poetry collection of Sufia Anjum Taj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sufia Anjum Taj' above.

In Tanon Mein In Tashnion Mein Poshida Koi Mafhum To Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like In Tanon Mein In Tashnion Mein Poshida Koi Mafhum To Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.