Dur Se Dekh Rahe The Mere Ahbab Mujhe, Urdu Ghazal By Sultan Rashk

Dur Se Dekh Rahe The Mere Ahbab Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sultan Rashk. Dur Se Dekh Rahe The Mere Ahbab Mujhe comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Dur Se Dekh Rahe The Mere Ahbab Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دور سے دیکھ رہے تھے مرے احباب مجھے

سلطان رشک

دور سے دیکھ رہے تھے مرے احباب مجھے

اپنے ہم راہ بہا لے گیا سیلاب مجھے

وہ ترے قرب کی خوشبو کو عیاں ہو نہ نہاں

وہ حقیقت بھی نظر آتی ہے اک خواب مجھے

میں کہ ساحل کا تمنائی تھا لیکن اب تو

اپنے آغوش میں لیتا نہیں گرداب مجھے

میں تو صدیوں کا ننداسا ہوں مگر یہ تو بتاؤ

کیوں یہ ماحول نظر آتا ہے بے خواب مجھے

استعارہ ہوں نئے عہد میں گم شدگی کا

بھولتے جاتے ہیں ماضی کے حسیں خواب مجھے

سر ہستی تو اسی چشم گریزاں سے ملا

کیا ملا رشکؔ سر منبر و محراب مجھے

سلطان رشک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dur Se Dekh Rahe The Mere Ahbab Mujhe

Sultan Rashk

dur se dekh rahe the mere ahbab mujhe
apne hamrah baha le gaya sailab mujhe

wo tere qurb ki KHushbu ko ayan ho na nihan
wo haqiqat bhi nazar aati hai ek KHwab mujhe

main ki sahil ka tamannai tha lekin ab to
apne aaghosh mein leta nahin girdab mujhe

main to sadiyon ka nindasa hun magar ye to batao
kyun ye mahaul nazar aata hai be-KHwab mujhe

istiara hun nae ahd mein gum-shudagi ka
bhulte jate hain mazi ke hasin KHwab mujhe

sar-e-hasti to usi chashm-e-gurezan se mila
kya mila 'rashk' sar-e-mimbar-o-mehrab mujhe

(473) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dur Se Dekh Rahe The Mere Ahbab Mujhe written by Sultan Rashk at UrduPoint. Dur Se Dekh Rahe The Mere Ahbab Mujhe is one of the masterpieces written by Sultan Rashk. You can also find the complete poetry collection of Sultan Rashk by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sultan Rashk' above.

Dur Se Dekh Rahe The Mere Ahbab Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dur Se Dekh Rahe The Mere Ahbab Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.